jo kuchh ishare hote hain sab dekhta huun main
saari shararat aap ki meri nazar men hai
Nizam Rampuri
Nizam Rampuri
Sherशेर
See all 63 →jo kuchh ishare hote hain sab dekhta huun main
जो कुछ इशारे होते हैं सब देखता हूँ मैं
sach hai 'nizam' yaad bhi us ko na honge ham
सच है 'निज़ाम' याद भी उस को न होंगे हम
us ki ulfat men jite-ji marna
उस की उल्फ़त में जीते-जी मरना
ye hava sard chali aur ye badal aa.e
ये हवा सर्द चली और ये बादल आए
is qadar aap ka itaab rahe
इस क़दर आप का इताब रहे
ab kya milen kisi se kahan jaa.en ham'nizam'
अब क्या मिलें किसी से कहाँ जाएँ हम 'निज़ाम'
Popular Sher & Shayari
126 totalsach hai 'nizam' yaad bhi us ko na honge ham
par kya karen vo ham se bhulaya na ja.ega
us ki ulfat men jite-ji marna
fa.eda ye bhi zindagi se hai
ye hava sard chali aur ye badal aa.e
kaho saaqi se ki saghar chale botal aa.e
is qadar aap ka itaab rahe
dil ko mere na iztirab rahe
ab kya milen kisi se kahan jaa.en ham'nizam'
ham vo nahin rahe vo mohabbat nahin rahi
ab kyaa milein kisi se kahaan jaaein ham'nizaam'
ham vo nahin rahe vo mohabbat nahin rahi
jo kuchh ishaare hote hain sab dekhtaa huun main
saari sharaarat aap ki meri nazar mein hai
sach hai 'nizaam' yaad bhi us ko na honge ham
par kyaa karein vo ham se bhulaayaa na jaaegaa
teraa milnaa to hai mushkil magar itnaa to huaa
apnaa marnaa mujhe aasaan na huaa thaa so huaa
main na kahtaa thaa ki bahkaaenge tum ko dushman
tum ne kis vaaste aanaa mire ghar chhoD diyaa
uThtaa huun us ki bazm se jab ho ke naa-umid
phir phir ke dekhtaa huun koi ab pukaar le
Ghazalग़ज़ल
is qadar aap kaa itaab rahe
इस क़दर आप का इताब रहे
kahte hain sun ke maajraa meraa
कहते हैं सुन के माजरा मेरा
vo bigDe hain ruke baiThe hain jhunjlaate hain laDte hain
वो बिगड़े हैं रुके बैठे हैं झुँजलाते हैं लड़ते हैं
zaae nahin hoti kabhi tadbir kisi ki
ज़ाए नहीं होती कभी तदबीर किसी की
kahne se na mana kar kahungaa
कहने से न मनअ' कर कहूँगा
kahiye gar rabt muddai se hai
कहिए गर रब्त मुद्दई से है





