bahti nahin hai mard ki a.ankhon se ju-e-ashk
lekin hamen batao ki ham kis liye hansen

Owais Ahmad Dauran
Owais Ahmad Dauran
Sherशेर
See all 12 →bahti nahin hai mard ki a.ankhon se ju-e-ashk
बहती नहीं है मर्द की आँखों से जू-ए-अश्क
ye sehn-e-gulistan nahin maqtal hai rafiqo!
ये सेहन-ए-गुलिस्ताँ नहीं मक़्तल है रफ़ीक़ो!
un makanon men bhi insan hi rahte honge
उन मकानों में भी इंसान ही रहते होंगे
shayad kisi ki yaad ka mausam phir aa gaya
शायद किसी की याद का मौसम फिर आ गया
kuchh dard ke maare hain kuchh naaz ke hain paale
कुछ दर्द के मारे हैं कुछ नाज़ के हैं पाले
sab mastiyon men phenko na patthar idhar udhar
सब मस्तियों में फेंको न पत्थर इधर उधर
Popular Sher & Shayari
24 totalye sehn-e-gulistan nahin maqtal hai rafiqo!
har shakh hai talvar yahan, jagte rahna
un makanon men bhi insan hi rahte honge
raunaqen jin men nahin aap ki mahfil ki si
shayad kisi ki yaad ka mausam phir aa gaya
pahlu men dil ki tarah dhaDakne lagi hai shaam
kuchh dard ke maare hain kuchh naaz ke hain paale
kuchh log hain ham jaise kuchh log hain tum jaise
sab mastiyon men phenko na patthar idhar udhar
divano! is dayar men shishe ke ghar bhi hain
bahti nahin hai mard ki aaankhon se ju-e-ashk
lekin hamein bataao ki ham kis liye hansein
ye sehn-e-gulistaan nahin maqtal hai rafiqo!
har shaakh hai talvaar yahaan, jaagte rahnaa
un makaanon mein bhi insaan hi rahte honge
raunaqein jin mein nahin aap ki mahfil ki si
paivand ki tarah nazar aataa hai bad-numaa
pukhta makaan kachche gharon ke hujum mein
shaayad kisi ki yaad kaa mausam phir aa gayaa
pahlu mein dil ki tarah dhaDakne lagi hai shaam
kuchh dard ke maare hain kuchh naaz ke hain paale
kuchh log hain ham jaise kuchh log hain tum jaise
Ghazalग़ज़ल
chup rahoge to zamaana is se bad-tar aaegaa
चुप रहोगे तो ज़माना इस से बद-तर आएगा
in jhilmilaate chaand sitaaron ki chhaanv mein
इन झिलमिलाते चाँद सितारों की छाँव में
ai ham-nafaso! shab hai giraan jaagte rahnaa
ऐ हम-नफ़सो! शब है गिराँ जागते रहना
har saans ko mahkaaiye ab der na kiije
हर साँस को महकाइए अब देर न कीजे
is daur ne bakhshe hain duniyaa ko ajab tohfe
इस दौर ने बख़्शे हैं दुनिया को अजब तोहफ़े
khazaane bhi milein is ke evaz to ham na becheinge
ख़ज़ाने भी मिलें इस के एवज़ तो हम न बेचेंगे





