zahid sambhal ghurur khuda ko nahin pasand
farsh-e-zamin pe paanv dimagh asman par

Parveen Umm
Parveen Umm
Sherशेर
See all 39 →zahid sambhal ghurur khuda ko nahin pasand
ज़ाहिद सँभल ग़ुरूर ख़ुदा को नहीं पसंद
gar aap pahle rishta-e-ulfat na toDte
गर आप पहले रिश्ता-ए-उल्फ़त न तोड़ते
kabhi na ja.ega ashiq se dekh-bhal ka rog
कभी न जाएगा आशिक़ से देख-भाल का रोग
abdida ho ke vo aapas men kahna alvida.a
आबदीदा हो के वो आपस में कहना अलविदा'अ
diye ja.enge kab tak shaikh-sahib kufr ke fatve
दिए जाएँगे कब तक शैख़-साहिब कुफ़्र के फ़तवे
makhluq ko tumhari mohabbat men ai buto
मख़्लूक़ को तुम्हारी मोहब्बत में ऐ बुतो
Popular Sher & Shayari
78 totalgar aap pahle rishta-e-ulfat na toDte
mar miT ke ham bhi khair nibhate kisi tarah
kabhi na ja.ega ashiq se dekh-bhal ka rog
pilao laakh use bad-maza dava-e-firaq
abdida ho ke vo aapas men kahna alvida.a
us ki kam meri siva avaz bharra.i hui
diye ja.enge kab tak shaikh-sahib kufr ke fatve
rahengi un ke sanduqcha men diin ki kunjiyan kab tak
makhluq ko tumhari mohabbat men ai buto
iman ka khayal na islam ka lihaz
havaa mein jab uDaa parda to ik bijli si kaundi thi
khudaa jaane tumhaaraa partav-e-rukhsaar thaa kyaa thaa
kuchh to kami ho roz-e-jazaa ke azaab mein
ab se piyaa kareinge milaa kar gulaab mein
baal rukhsaaron se jab us ne haTaae to khulaa
do farangi sair ko nikle hain mulk-e-shaam se
agar lohe ke gumbad mein rakheinge aqrabaa un ko
vahin pahunchaaegaa aashiq kisi tadbir se kaaghaz
na aayaa kar ke vaada vasl kaa iqraar thaa kyaa thaa
kisi ke bas mein thaa majbur thaa laachaar thaa kyaa thaa
pi baada-e-ahmar to ye kahne lagaa gul-ru
main surkh huun tum surkh zamin surkh zamaan surkh
Ghazalग़ज़ल
poshaak na tu pahniyo ai sarv-e-ravaan surkh
पोशाक न तू पहनियो ऐ सर्व-ए-रवाँ सुर्ख़
khilaayaa partav-e-rukhsaar ne kyaa gul samundar mein
खिलाया परतव-ए-रुख़्सार ने क्या गुल समुंदर में
phailaa huaa hai baagh mein har samt nur-e-subh
फैला हुआ है बाग़ में हर सम्त नूर-व-सुब्ह
bahut din dars-e-ulfat mein kaTe hain
बहुत दिन दर्स-ए-उल्फ़त में कटे हैं
dil pukaaraa phans ke ku-e-yaar mein
दिल पुकारा फँस के कू-ए-यार में
meri izzat baDh gai ik paan mein
मेरी इज़्ज़त बढ़ गई इक पान में





