Sher
meri tanha.i ki pagDanDi par
mere ham-rah khuda rahta hai

Pritpal Singh Betab
meri tanha.i ki pagDanDi par
mere ham-rah khuda rahta hai
manzar-e-sarv-o-saman yaad aaya
phir se gum-gashta vatan yaad aaya
meri tanhaai ki pagDanDi par
mere ham-raah khudaa rahtaa hai
manzar-e-sarv-o-saman yaad aayaa
phir se gum-gashta vatan yaad aayaa
zaabton ki aur qadron ki ravaani dekhnaa
ज़ाब्तों की और क़द्रों की रवानी देखना
phir lauT ke dharti pe bhi aane nahin detaa
फिर लौट के धरती पे भी आने नहीं देता
kis ki tasvir se aaina Daraataa hai mujhe
किस की तस्वीर से आईना डराता है मुझे
chaar-su phailaa huaa kaar-e-jahaan rahne diyaa
चार-सू फैला हुआ कार-ए-जहाँ रहने दिया
duniyaa-e-rang-o-bu se kinaara nahin kiyaa
दुनिया-ए-रंग-ओ-बू से किनारा नहीं किया
zaahir mein bhi kyaa kyaa parda-daari hai
ज़ाहिर में भी क्या क्या पर्दा-दारी है