jo kahkashan si nazar aati hain miri ankhen
guzishta shab ke ye aansu hain jo sitare hue

Priyamvada Ilhan
Priyamvada Ilhan
Sherशेर
See all 19 →jo kahkashan si nazar aati hain miri ankhen
जो कहकशाँ सी नज़र आती हैं मिरी आँखें
zara si baat nahin hai kisi ka ho jaana
ज़रा सी बात नहीं है किसी का हो जाना
fikr teri Thiik par meri ana ka bhi to soch
फ़िक्र तेरी ठीक पर मेरी अना का भी तो सोच
alag baat hai ye ki tum sun na paa.e
अलग बात है ये कि तुम सुन न पाए
vo khafa hain jaane kis kis baat par
वो ख़फ़ा हैं जाने किस किस बात पर
kiije iz.har-e-mohabbat chahe jo anjam ho
कीजे इज़हार-ए-मोहब्बत चाहे जो अंजाम हो
Popular Sher & Shayari
38 totalzara si baat nahin hai kisi ka ho jaana
ki umr lagti hai but ko khuda banane men
fikr teri Thiik par meri ana ka bhi to soch
duur se bas dekh le zakhmon ko mere chhu nahin
alag baat hai ye ki tum sun na paa.e
magar ham ne tum ko pukara bahut hai
vo khafa hain jaane kis kis baat par
ham ne ki hai jo khata kuchh aur hai
kiije iz.har-e-mohabbat chahe jo anjam ho
zindagi men zindagi jaisa koi to kaam ho
idhar aate un ke qadam dekhte hain
sitam hai ki hai ye karam dekhte hain
bahut milne se aib dikhte hain kam-kam
bahut dekhte hain jo kam dekhte hain
ham sahraa vaale hain badraa ye prem ki rim-jhim aur kahin
aanaa hai yahaan to aaiyo tu jam kar jham-jham karne ke liye
kiije izhaar-e-mohabbat chaahe jo anjaam ho
zindagi mein zindagi jaisaa koi to kaam ho
jo kahkashaan si nazar aati hain miri aankhein
guzishta shab ke ye aansu hain jo sitaare hue
dil ko honaa hai fanaa rahnaa hai qaaem aql ko
hasti-e-aadam kahaan jaae ye fitrat chhoD kar
Ghazalग़ज़ल
rahguzar ke saath ik hamraah bhi to chaahiye
रहगुज़र के साथ इक हमराह भी तो चाहिए
shahr mein kyaa udaas kartaa hai
शहर में क्या उदास करता है
roz khud ko hi khafaa karte hain
रोज़ ख़ुद को ही ख़फ़ा करते हैं
ek shai ko hazaar kaun kare
एक शय को हज़ार कौन करे
ik sahaare pe jo sab baiThaa ho haare jaise
इक सहारे पे जो सब बैठा हो हारे जैसे
dil lagaane ham chale the dil ke sau TukDe hue
दिल लगाने हम चले थे दिल के सौ टुकड़े हुए





