suna hai ghair ki mahfil men tum na jaoge
kaho to aaj saja luun gharib-khane ko

Qamar Jalalvi
Qamar Jalalvi
Sherशेर
See all 45 →suna hai ghair ki mahfil men tum na jaoge
सुना है ग़ैर की महफ़िल में तुम न जाओगे
aa.en hain vo mazar pe ghunghaT utaar ke
आएँ हैं वो मज़ार पे घूँघट उतार के
daba ke qabr men sab chal diye dua na salam
दबा के क़ब्र में सब चल दिए दुआ न सलाम
mujhe mere miTne ka gham hai to ye hai
मुझे मेरे मिटने का ग़म है तो ये है
'qamar' apne dagh-e-dil ki vo kahani main ne chheDi
'क़मर' अपने दाग़-ए-दिल की वो कहानी मैं ने छेड़ी
'qamar' zara bhi nahin tum ko khauf-e-rusva.i
'क़मर' ज़रा भी नहीं तुम को ख़ौफ़-ए-रुस्वाई
Popular Sher & Shayari
90 totalaa.en hain vo mazar pe ghunghaT utaar ke
mujh se nasib achchhe hai mere mazar ke
daba ke qabr men sab chal diye dua na salam
zara si der men kya ho gaya zamane ko
mujhe mere miTne ka gham hai to ye hai
tumhen bevafa kah raha hai zamana
'qamar' apne dagh-e-dil ki vo kahani main ne chheDi
ki suna kiye sitare mira raat bhar fasana
'qamar' zara bhi nahin tum ko khauf-e-rusva.i
chale ho chandni shab men unhen bulane ko
sunaa hai ghair ki mahfil mein tum na jaaoge
kaho to aaj sajaa luun gharib-khaane ko
har vaqt mahviyat hai yahi sochtaa huun main
kyuun barq ne jalaayaa miraa aashiyaan na puchh
nasheman khaak hone se vo sadma dil ko pahunchaa hai
ki ab ham se koi bhi raushni dekhi nahin jaati
zaraa ruuTh jaane pe itni khushaamad
'qamar' tum bigaaDoge aadat kisi ki
'qamar' afshaan chuni hai rukh pe us ne is saliqe se
sitaare aasmaan se dekhne ko aae jaate hain
zabt kartaa huun to ghuTtaa hai qafas mein miraa dam
aah kartaa huun to sayyaad khafaa hotaa hai
Ghazalग़ज़ल
yuun tumhaare naa-tavaan-e-shauq manzil bhar chale
यूँ तुम्हारे ना-तवान-ए-शौक़ मंज़िल भर चले
karte bhi kyaa huzur na jab apne ghar mile
करते भी क्या हुज़ूर न जब अपने घर मिले
ab to munh se bol mujh ko dekh din bhar ho gayaa
अब तो मुँह से बोल मुझ को देख दिन भर हो गया
hukm-e-sayyaad hai taa-khatm-e-tamaashaa-e-bahaar
हुक्म-ए-सय्याद है ता-ख़त्म-ए-तमाशा-ए-बहार
kaun se the vo tumhaare ahd jo TuuTe na the
कौन से थे वो तुम्हारे अहद जो टूटे न थे
piite hi surkh aankhein hain mast-e-sharaab ki
पीते ही सुर्ख़ आँखें हैं मस्त-ए-शराब की





