Sher
tumhare hisse ke jitne bhi gham hain main le luun
mire nasib ki har ik khushi mile tum ko

Raakesh ulfat
tumhare hisse ke jitne bhi gham hain main le luun
mire nasib ki har ik khushi mile tum ko
paani hila nahin hai abhi bhi hai juun ka tuun
patthar to ek phenk ke dekha zarur hai
mira fakhr-e-hayati aaj bhi kirdar hai mera
isi nag se muzayyan turra-e-dastar hai mera
tumhaare hisse ke jitne bhi gham hain main le luun
mire nasib ki har ik khushi mile tum ko
miraa fakhr-e-hayaati aaj bhi kirdaar hai meraa
isi nag se muzayyan turra-e-dastaar hai meraa
paani hilaa nahin hai abhi bhi hai juun kaa tuun
patthar to ek pheink ke dekhaa zarur hai
chup huun sab jaantaa magar huun main
चुप हूँ सब जानता मगर हूँ मैं
kah do dil mein jo baat baaqi hai
कह दो दिल में जो बात बाक़ी है
teraa dil bhi mire dil jaisaa agar ho jaae
तेरा दिल भी मिरे दिल जैसा अगर हो जाए
tujhe hai pyaar to yuun karke chal dikhaa mujh ko
तुझे है प्यार तो यूँ करके चल दिखा मुझ को
main jaantaa huun ki saare bure nahin hote
मैं जानता हूँ कि सारे बुरे नहीं होते