sabhon se milta huun begana-e-talab ho kar
na dosti se gharaz hai na dushmani se mujhe

Ramz Azimabadi
Ramz Azimabadi
Sherशेर
sabhon se milta huun begana-e-talab ho kar
सभों से मिलता हूँ बेगाना-ए-तलब हो कर
rah-e-hayat men kanTon ne mehrban ho kar
रह-ए-हयात में काँटों ने मेहरबाँ हो कर
miri ana ne sabaq de ke khud-parasti ka
मिरी अना ने सबक़ दे के ख़ुद-परस्ती का
hai samundar samne pyase bhi hain paani bhi hai
है समुंदर सामने प्यासे भी हैं पानी भी है
Popular Sher & Shayari
8 totalrah-e-hayat men kanTon ne mehrban ho kar
bacha liya hai azab-e-shaguftagi se mujhe
miri ana ne sabaq de ke khud-parasti ka
chhuDa diya hai zamane ki bandagi se mujhe
hai samundar samne pyase bhi hain paani bhi hai
tishnagi kaise bujha.en ye pareshani bhi hai
sabhon se miltaa huun begaana-e-talab ho kar
na dosti se gharaz hai na dushmani se mujhe
rah-e-hayaat mein kaanTon ne mehrbaan ho kar
bachaa liyaa hai azaab-e-shaguftagi se mujhe
miri anaa ne sabaq de ke khud-parasti kaa
chhuDaa diyaa hai zamaane ki bandagi se mujhe
hai samundar saamne pyaase bhi hain paani bhi hai
tishnagi kaise bujhaaein ye pareshaani bhi hai
Ghazalग़ज़ल
ye zindagi sazaa ke sivaa aur kuchh nahin
ये ज़िंदगी सज़ा के सिवा और कुछ नहीं
hai samundar saamne pyaase bhi hain paani bhi hai
है समुंदर सामने प्यासे भी हैं पानी भी है
sadaf ke karb ko vo maantaa hai
सदफ़ के कर्ब को वो मानता है
parda rukh-e-fitrat se haTaa kar nahin dekhaa
पर्दा रुख़-ए-फ़ितरत से हटा कर नहीं देखा
qatra huun main vusat de dariyaa kar de
क़तरा हूँ मैं वुसअ'त दे दरिया कर दे
tum pasina mat kaho hai jaan-fishaani kaa libaas
तुम पसीना मत कहो है जाँ-फ़िशानी का लिबास





