ham ko mili hai ishq se ik ah-e-soz-nak
vo bhi usi ki garmi-e-bazar ke liye

Raza Azimabadi
Raza Azimabadi
Sherशेर
See all 27 →ham ko mili hai ishq se ik ah-e-soz-nak
हम को मिली है इश्क़ से इक आह-ए-सोज़-नाक
aisa kisi se junun dast-o-gareban na ho
ऐसा किसी से जुनूँ दस्त-ओ-गरेबाँ न हो
jis tarah ham rahe duniya men hain us tarah 'raza'
जिस तरह हम रहे दुनिया में हैं उस तरह 'रज़ा'
sau ghamze ke rakhta hai nigahban pas-o-pesh
सौ ग़म्ज़े के रखता है निगहबान पस-ओ-पेश
sau iid agar zamane men laa.e falak va-lek
सौ ईद अगर ज़माने में लाए फ़लक व-लेक
chala hai ka.abe ko but-khane se 'raza' yaaro
चला है काबे को बुत-ख़ाने से 'रज़ा' यारो
Popular Sher & Shayari
54 totalaisa kisi se junun dast-o-gareban na ho
chak-e-gareban ka bhi chaak gareban kiya
jis tarah ham rahe duniya men hain us tarah 'raza'
shaikh but-khane men ka.abe men barahman na raha
sau ghamze ke rakhta hai nigahban pas-o-pesh
aata hai akela par akela nahin aata
sau iid agar zamane men laa.e falak va-lek
ghar se hamare mah-e-muharram na ja.ega
chala hai ka.abe ko but-khane se 'raza' yaaro
kisi ne aisa khuda.i-kharab dekha hai
khushaa ho kar butaan kab aashiqon ko yaad karte hain
'razaa' hairaan huun main kis baat par hai utnaa bholaa tu
sunte to the 'razaa' hain sab hain baDe musalmaan
par kufr mein ziyaada nikle vo barahman se
dekhi thi ek raat tiri zulf khvaab mein
phir jab talak jiyaa main pareshaan hi rahaa
imaarat dair o masjid ki bani hai iinT o patthar se
dil-e-viraana ki kis chiiz se taamir hoti hai
kaabe mein shaikh mujh ko samjhe zalil lekin
sau shukr mai-kade mein hai e'tibaar apnaa
ik dam ke vaaste na kiyaa kyaa kyaa ai 'razaa'
dekhaa chhupaayaa toDaa banaayaa kahaa sunaa
Ghazalग़ज़ल
ham mar gae pa shikve ki munh par na aai baat
हम मर गए प शिकवे की मुँह पर न आई बात
abr hai abr hai sharaab sharaab
अब्र है अब्र है शराब शराब
mujh ko jo kahte ho myaan tum ho kahaan tum ho kahaan
मुझ को जो कहते हो म्याँ तुम हो कहाँ तुम हो कहाँ
maut bhi aati nahin hijr ke bimaaron ko
मौत भी आती नहीं हिज्र के बीमारों को
main hi nahin huun barham us zulf-e-kaj-adaa se
मैं ही नहीं हूँ बरहम उस ज़ुल्फ़-ए-कज-अदा से





