Sher
nashsha-e-yar ka nasha mat puchh
aisi masti kahan sharabon men

Razi Raziuddin
nashsha-e-yar ka nasha mat puchh
नश्शा-ए-यार का नशा मत पूछ
tamam raat tira intizar hota raha
तमाम रात तिरा इंतिज़ार होता रहा
is andhere men jalte chand charagh
इस अँधेरे में जलते चाँद चराग़
ye zulf-e-yar bhi kya bijliyon ka jhurmuT hai
ये ज़ुल्फ़-ए-यार भी क्या बिजलियों का झुरमुट है
jagah bachi hi nahin dil pe choT khane ki
जगह बची ही नहीं दिल पे चोट खाने की
us ka jalva dikha.i deta hai
उस का जल्वा दिखाई देता है
nashsha-e-yar ka nasha mat puchh
aisi masti kahan sharabon men
tamam raat tira intizar hota raha
ye ek kaam yahi karobar hota raha
is andhere men jalte chand charagh
rakhte kis kis ka vo bharam honge
ye zulf-e-yar bhi kya bijliyon ka jhurmuT hai
khudaya khair ho ab mere ashiyane ki
jagah bachi hi nahin dil pe choT khane ki
uTha lo kaash ye aadat jo azmane ki
us ka jalva dikha.i deta hai
saare chehron pe sab kitabon men
tamaam raat tiraa intizaar hotaa rahaa
ye ek kaam yahi kaarobaar hotaa rahaa
dil ko jalaae rakkhaa hai ham ne charaagh saa
is ghar mein ham hain aur tiraa intizaar hai
tum na the to yahaan pe koi na thaa
aaj kitne divaane baiThe hain
qalb-o-jigar ke daagh farozaan kiye hue
hain ham bhi ehtimaam-e-bahaaraan kiye hue
us kaa jalva dikhaai detaa hai
saare chehron pe sab kitaabon mein
tumhaare shahr mein kyuun aaj hu kaa aalam hai
sabaa idhar se guzar kar udhar gai ki nahin