Sher
mujh se qafas ka darvaza kya TuTega
paanv paDi zanjir men khoi rahti huun

Reshma Zaidi
mujh se qafas ka darvaza kya TuTega
मुझ से क़फ़स का दरवाज़ा क्या टूटेगा
pahle to tasvir banati huun teri
पहले तो तस्वीर बनाती हूँ तेरी
ai kuza-gar de shakl mujhe ik charagh ki
ऐ कूज़ा-गर दे शक्ल मुझे इक चराग़ की
miri hatheli pe jo hijr ki lakiren hain
मिरी हथेली पे जो हिज्र की लकीरें हैं
chalo khizaon men zikr-e-bahar karte hain
चलो ख़िज़ाओं में ज़िक्र-ए-बहार करते हैं
jism thak haar ke so jaata hai har shab lekin
जिस्म थक हार के सो जाता है हर शब लेकिन
mujh se qafas ka darvaza kya TuTega
paanv paDi zanjir men khoi rahti huun
pahle to tasvir banati huun teri
phir teri tasvir men khoi rahti huun
ai kuza-gar de shakl mujhe ik charagh ki
jis se kisi dayar ko raushan main kar sakun
miri hatheli pe jo hijr ki lakiren hain
tire visal se har vaqt rokti hain mujhe
chalo khizaon men zikr-e-bahar karte hain
ki be-qarar tabi'at ko kuchh qarar aa.e
jism thak haar ke so jaata hai har shab lekin
zehn ke vaste bistar nahin hota koi
mujh se qafas kaa darvaaza kyaa TuTegaa
paanv paDi zanjir mein khoi rahti huun
ai kuza-gar de shakl mujhe ik charaagh ki
jis se kisi dayaar ko raushan main kar sakun
miri hatheli pe jo hijr ki lakirein hain
tire visaal se har vaqt rokti hain mujhe
chalo khizaaon mein zikr-e-bahaar karte hain
ki be-qaraar tabi'at ko kuchh qaraar aae
jism thak haar ke so jaataa hai har shab lekin
zehn ke vaaste bistar nahin hotaa koi
pahle to tasvir banaati huun teri
phir teri tasvir mein khoi rahti huun