Sher
paigham zindagi ne diya maut ka mujhe
marne ke intizar men jiina paDa mujhe

Safi Lakhnavi
paigham zindagi ne diya maut ka mujhe
पैग़ाम ज़िंदगी ने दिया मौत का मुझे
janaza rok kar mera vo is andaz se bole
जनाज़ा रोक कर मेरा वो इस अंदाज़ से बोले
ghazal us ne chheDi mujhe saaz dena
ग़ज़ल उस ने छेड़ी मुझे साज़ देना
banavaT ho to aisi ho ki jis se sadgi Tapke
बनावट हो तो ऐसी हो कि जिस से सादगी टपके
miri na.ash ke sirhane vo khaDe ye kah rahe hain
मिरी नाश के सिरहाने वो खड़े ये कह रहे हैं
dekhe baghair haal ye hai iztirab ka
देखे बग़ैर हाल ये है इज़्तिराब का
paigham zindagi ne diya maut ka mujhe
marne ke intizar men jiina paDa mujhe
janaza rok kar mera vo is andaz se bole
gali ham ne kahi thi tum to duniya chhoDe jaate ho
ghazal us ne chheDi mujhe saaz dena
zara umr-e-rafta ko avaz dena
banavaT ho to aisi ho ki jis se sadgi Tapke
ziyada ho to asli husn chhup jaata hai zevar se
miri na.ash ke sirhane vo khaDe ye kah rahe hain
ise niind yuun na aati agar intizar hota
dekhe baghair haal ye hai iztirab ka
kya jaane kya ho parda jo uTThe naqab ka
janaaza rok kar meraa vo is andaaz se bole
gali ham ne kahi thi tum to duniyaa chhoDe jaate ho
ghazal us ne chheDi mujhe saaz denaa
zaraa umr-e-rafta ko aavaaz denaa
banaavaT ho to aisi ho ki jis se saadgi Tapke
ziyaada ho to asli husn chhup jaataa hai zevar se
miri naash ke sirhaane vo khaDe ye kah rahe hain
ise niind yuun na aati agar intizaar hotaa
dekhe baghair haal ye hai iztiraab kaa
kyaa jaane kyaa ho parda jo uTThe naqaab kaa
paighaam zindagi ne diyaa maut kaa mujhe
marne ke intizaar mein jiinaa paDaa mujhe