aghaz-e-mohabbat se anjam-e-mohabbat tak
''ik aag ka dariya hai aur Duub ke jaana hai''

Sarwar Alam Raz
Sarwar Alam Raz
Sherशेर
See all 9 →aghaz-e-mohabbat se anjam-e-mohabbat tak
आग़ाज़-ए-मोहब्बत से अंजाम-ए-मोहब्बत तक
aarzu hasrat aur ummid shikayat aansu
आरज़ू हसरत और उम्मीद शिकायत आँसू
shauq hai tujh ko zamane men tira naam rahe
शौक़ है तुझ को ज़माने में तिरा नाम रहे
be-kaif javani hai be-dard zamana hai
बे-कैफ़ जवानी है बे-दर्द ज़माना है
dekh ye jazb-e-mohabbat ka karishma to nahin
देख ये जज़्ब-ए-मोहब्बत का करिश्मा तो नहीं
tu ne kab ishq men achchha bura socha 'sarvar'
तू ने कब इश्क़ में अच्छा बुरा सोचा 'सरवर'
Popular Sher & Shayari
18 totalaarzu hasrat aur ummid shikayat aansu
ik tira zikr tha aur biich men kya kya nikla
shauq hai tujh ko zamane men tira naam rahe
aur mujhe Dar hai mohabbat miri bad-nam na ho
be-kaif javani hai be-dard zamana hai
nakam-e-mohabbat ka itna hi fasana hai
dekh ye jazb-e-mohabbat ka karishma to nahin
kal jo tere dil men tha vo aaj mere dil men hai
tu ne kab ishq men achchha bura socha 'sarvar'
kaise mumkin hai ki tera bura anjam na ho
kam-ayaari ne khudaa-soz banaayaa aisaa
but to sab yaad rahe ek khudaa bhuul gae
shauq hai tujh ko zamaane mein tiraa naam rahe
aur mujhe Dar hai mohabbat miri bad-naam na ho
tu ne kab ishq mein achchhaa buraa sochaa 'sarvar'
kaise mumkin hai ki teraa buraa anjaam na ho
dekh ye jazb-e-mohabbat kaa karishma to nahin
kal jo tere dil mein thaa vo aaj mere dil mein hai
bayaan qissa-e-bechaargi kiyaa jaae
jo dil ki rah gai dil mein use kahaa jaae
aarzu hasrat aur ummid shikaayat aansu
ik tiraa zikr thaa aur biich mein kyaa kyaa niklaa
Ghazalग़ज़ल
kyaa tamaashaa dekhiye tahsil-e-laa-haasil mein hai
क्या तमाशा देखिए तहसील-ए-ला-हासिल में है
DhunDte DhunDte khud ko main kahaan jaa niklaa
ढूँडते ढूँडते ख़ुद को मैं कहाँ जा निकला
subh ko chain na ho shaam ko aaraam na ho
सुब्ह को चैन न हो शाम को आराम न हो
vaaqif the kahaan ham dil-e-naa-chaar se pahle
वाक़िफ़ थे कहाँ हम दिल-ए-ना-चार से पहले
jis qadar shikve the sab harf-e-duaa hone lage
जिस क़दर शिकवे थे सब हर्फ़-ए-दुआ होने लगे





