Sher
jazbon par jab barf jame to jiina mushkil hota hai
dil ke atish-dan men thoDi aag jalani paDti hai

Seema Ghazal
jazbon par jab barf jame to jiina mushkil hota hai
जज़्बों पर जब बर्फ़ जमे तो जीना मुश्किल होता है
be-qarari se mire paas vo aaya lekin
बे-क़रारी से मिरे पास वो आया लेकिन
sard hote hue vajud men bas
सर्द होते हुए वजूद में बस
khud apne-ap se milne ki khatir
ख़ुद अपने-आप से मिलने की ख़ातिर
main ne kaha tha mujh ko andhere ka khauf hai
मैं ने कहा था मुझ को अँधेरे का ख़ौफ़ है
ek avaz main ne suni thi abhi kaun bola tha ye to khabar hi nahin
एक आवाज़ मैं ने सुनी थी अभी कौन बोला था ये तो ख़बर ही नहीं
jazbon par jab barf jame to jiina mushkil hota hai
dil ke atish-dan men thoDi aag jalani paDti hai
be-qarari se mire paas vo aaya lekin
us ne puchha bhi to bas ye ki fulan kaisa hai
sard hote hue vajud men bas
kuchh nahin tha alaav ankhen thiin
khud apne-ap se milne ki khatir
abhi koson mujhe chalna paDega
main ne kaha tha mujh ko andhere ka khauf hai
us ne ye sun ke aaj mira ghar jala diya
ek avaz main ne suni thi abhi kaun bola tha ye to khabar hi nahin
ye ta'alluq zaruri hai kis ne kaha vo bhi khamosh tha main bhi khamosh thi
khud apne-aap se milne ki khaatir
abhi koson mujhe chalnaa paDegaa
ek aavaaz main ne suni thi abhi kaun bolaa thaa ye to khabar hi nahin
ye ta'alluq zaruri hai kis ne kahaa vo bhi khaamosh thaa main bhi khaamosh thi
main ne kahaa thaa mujh ko andhere kaa khauf hai
us ne ye sun ke aaj miraa ghar jalaa diyaa
aise kuchh haadse bhi guzre hain
jin pe main aaj tak nahin roi
jazbon par jab barf jame to jiinaa mushkil hotaa hai
dil ke aatish-daan mein thoDi aag jalaani paDti hai
mujh ko us ke nahin khud mere havaale karte
kam se kam ye to mire chaahne vaale karte