Sher
barbad gulistan karne ko bas ek hi ullu kaafi tha
har shakh pe ullu baiTha hai anjam-e-gulistan kya hoga

Shauq Bahraichi
barbad gulistan karne ko bas ek hi ullu kaafi tha
बर्बाद गुलिस्ताँ करने को बस एक ही उल्लू काफ़ी था
har mulk is ke aage jhukta hai ehtiraman
हर मुल्क इस के आगे झुकता है एहतिरामन
abhi to hazrat-e-va.iz mazammat mai ki karte hain
अभी तो हज़रत-ए-वाइज़ मज़म्मत मय की करते हैं
baDe hausle the pahle baDe valvale the pahle
बड़े हौसले थे पहले बड़े वलवले थे पहले
bhala 'shauq' dekhun kyunkar rukh-e-pur-shikan ka manzar
भला 'शौक़' देखूँ क्यूँकर रुख़-ए-पुर-शिकन का मंज़र
hamare rahbaran-e-qaum-o-millat 'shauq' kya kam hain
हमारे रहबरान-क़ौम-ओ-मिल्लत 'शौक़' क्या कम हैं
barbad gulistan karne ko bas ek hi ullu kaafi tha
har shakh pe ullu baiTha hai anjam-e-gulistan kya hoga
har mulk is ke aage jhukta hai ehtiraman
har mulk ka hai father hindostan hamara
abhi to hazrat-e-va.iz mazammat mai ki karte hain
agar mai-khane men un ka guzar hoga to kya hoga
baDe hausle the pahle baDe valvale the pahle
jo amal ka vaqt aaya hue aap nau-do-gyara
bhala 'shauq' dekhun kyunkar rukh-e-pur-shikan ka manzar
mire daant hi kahan hain jo main kha sakun chhuara
hamare rahbaran-e-qaum-o-millat 'shauq' kya kam hain
vatan men gar na koi barber hoga to kya hoga
barbaad gulistaan karne ko bas ek hi ullu kaafi thaa
har shaakh pe ullu baiThaa hai anjaam-e-gulistaan kyaa hogaa
har mulk is ke aage jhuktaa hai ehtiraaman
har mulk kaa hai father hindostaan hamaaraa
abhi to hazrat-e-vaaiz mazammat mai ki karte hain
agar mai-khaane mein un kaa guzar hogaa to kyaa hogaa
baDe hausle the pahle baDe valvale the pahle
jo amal kaa vaqt aayaa hue aap nau-do-gyaaraa
bhalaa 'shauq' dekhun kyunkar rukh-e-pur-shikan kaa manzar
mire daant hi kahaan hain jo main khaa sakun chhuaaraa
hamaare rahbaraan-e-qaum-o-millat 'shauq' kyaa kam hain
vatan mein gar na koi barber hogaa to kyaa hogaa