"ek raat aap ne ummid pe kya rakkha hai aaj tak ham ne charaghon ko jala rakkha hai"

Shaz Tamkanat
Shaz Tamkanat
Sherशेर
See all 13 →ek raat aap ne ummid pe kya rakkha hai
एक रात आप ने उम्मीद पे क्या रक्खा है
shab o roz jaise Thahar ga.e koi naaz hai na niyaz hai
शब ओ रोज़ जैसे ठहर गए कोई नाज़ है न नियाज़ है
mira zamir bahut hai mujhe saza ke liye
मिरा ज़मीर बहुत है मुझे सज़ा के लिए
zindagi ham se tire naaz uTha.e na ga.e
ज़िंदगी हम से तिरे नाज़ उठाए न गए
kabhi ziyada kabhi kam raha hai ankhon men
कभी ज़ियादा कभी कम रहा है आँखों में
un se milte the to sab kahte the kyuun milte ho
उन से मिलते थे तो सब कहते थे क्यूँ मिलते हो
Popular Sher & Shayari
26 total"shab o roz jaise Thahar ga.e koi naaz hai na niyaz hai tire hijr men ye pata chala miri umr kitni daraz hai"
"mira zamir bahut hai mujhe saza ke liye tu dost hai to nasihat na kar khuda ke liye"
"zindagi ham se tire naaz uTha.e na ga.e saans lene ki faqat rasm ada karte the"
"kabhi ziyada kabhi kam raha hai ankhon men lahu ka silsila paiham raha hai ankhon men"
"un se milte the to sab kahte the kyuun milte ho ab yahi log na milne ka sabab puchhte hain"
miraa zamir bahut hai mujhe sazaa ke liye
tu dost hai to nasihat na kar khudaa ke liye
un se milte the to sab kahte the kyuun milte ho
ab yahi log na milne kaa sabab puchhte hain
kabhi ziyaada kabhi kam rahaa hai aankhon mein
lahu kaa silsila paiham rahaa hai aankhon mein
kitaab-e-husn hai tu mil khuli kitaab ki tarah
yahi kitaab to mar mar ke main ne azbar ki
us kaa honaa bhi bhari bazm mein hai vajh-e-sukun
kuchh na bole bhi to vo meraa taraf-daar lage
koi to aa ke rulaa de ki hans rahaa huun main
bahut dinon se khushi ko taras rahaa huun main
Ghazalग़ज़ल
vo niyaaz-o-naaz ke marhale nigah-o-sukhan se chale gae
वो नियाज़-ओ-नाज़ के मरहले निगह-ओ-सुख़न से चले गए
ek raat aap ne ummid pe kyaa rakkhaa hai
एक रात आप ने उम्मीद पे क्या रक्खा है
jaane vaale tujhe kab dekh sakun baar-e-digar
जाने वाले तुझे कब देख सकूँ बार-ए-दिगर
jin zakhmon par thaa naaz hamein vo zakhm bhi bharte jaate hain
जिन ज़ख़्मों पर था नाज़ हमें वो ज़ख़्म भी भरते जाते हैं
meri vahshat kaa tire shahr mein charchaa hogaa
मेरी वहशत का तिरे शहर में चर्चा होगा
mire nasib ne jab mujh se intiqaam liyaa
मिरे नसीब ने जब मुझ से इंतिक़ाम लिया





