Sher
vo tamasha huun hazaron mire a.ine hain
ek a.ine se mushkil hai ayaan ho ja.un

Sirajuddin Zafar
vo tamasha huun hazaron mire a.ine hain
वो तमाशा हूँ हज़ारों मिरे आईने हैं
ai dost is zaman-o-makan ke azaab men
ऐ दोस्त इस ज़मान-ओ-मकाँ के अज़ाब में
hujum-e-gul men rahe ham hazar dast daraz
हुजूम-ए-गुल में रहे हम हज़ार दस्त दराज़
numud un ki bhi daur-e-subu men thi kal raat
नुमूद उन की भी दौर-ए-सुबू में थी कल रात
vo tamasha huun hazaron mire a.ine hain
ek a.ine se mushkil hai ayaan ho ja.un
ai dost is zaman-o-makan ke azaab men
dushman hai jo kisi ko dua-e-hayat de
hujum-e-gul men rahe ham hazar dast daraz
saba-nafas the kisi par giran nahin guzre
numud un ki bhi daur-e-subu men thi kal raat
abhi jo daur-e-tah-e-asman nahin guzre
ai dost is zamaan-o-makaan ke azaab mein
dushman hai jo kisi ko duaa-e-hayaat de
vo tamaashaa huun hazaaron mire aaine hain
ek aaine se mushkil hai ayaan ho jaaun
hujum-e-gul mein rahe ham hazaar dast daraaz
sabaa-nafas the kisi par giraan nahin guzre
numud un ki bhi daur-e-subu mein thi kal raat
abhi jo daur-e-tah-e-aasmaan nahin guzre