Sher
"dil ne chupke se kaha koshish-e-nakam ke baad zahr hi dard-e-mohabbat ki dava ho jaise"

Syed Ehtisham Husain
dil ne chupke se kaha koshish-e-nakam ke baad
दिल ने चुपके से कहा कोशिश-ए-नाकाम के बाद
na jaane haar hai ya jiit kya hai
न जाने हार है या जीत क्या है
manzil na mili to gham nahin hai
मंज़िल न मिली तो ग़म नहीं है
tera hi ho ke jo rah ja.un to phir kya hoga
तेरा ही हो के जो रह जाऊँ तो फिर क्या होगा
yuun guzarta hai tiri yaad ki vaadi men khayal
यूँ गुज़रता है तिरी याद की वादी में ख़याल
main samajhta huun mujhe daulat-e-kaunain mili
मैं समझता हूँ मुझे दौलत-ए-कौनैन मिली
"dil ne chupke se kaha koshish-e-nakam ke baad zahr hi dard-e-mohabbat ki dava ho jaise"
"na jaane haar hai ya jiit kya hai ghamon par muskurana aa gaya hai"
"manzil na mili to gham nahin hai apne ko to kho ke pa gaya huun"
"tera hi ho ke jo rah ja.un to phir kya hoga ai junun aur hain duniya men bahut kaam mujhe"
"yuun guzarta hai tiri yaad ki vaadi men khayal kharzaron men koi barhana-pa ho jaise"
"main samajhta huun mujhe daulat-e-kaunain mili kaun kahta hai ki vo kar ga.e badnam mujhe"
teraa hi ho ke jo rah jaaun to phir kyaa hogaa
ai junun aur hain duniyaa mein bahut kaam mujhe
dil ne chupke se kahaa koshish-e-naakaam ke baad
zahr hi dard-e-mohabbat ki davaa ho jaise
na jaane haar hai yaa jiit kyaa hai
ghamon par muskuraanaa aa gayaa hai
manzil na mili to gham nahin hai
apne ko to kho ke paa gayaa huun
yuun guzartaa hai tiri yaad ki vaadi mein khayaal
khaarzaaron mein koi barhana-paa ho jaise
main samajhtaa huun mujhe daulat-e-kaunain mili
kaun kahtaa hai ki vo kar gae badnaam mujhe