Sher
"kahan tak saath degi tu hamara dasht-e-ghurbat men tujhe is qaid se ai zindagi azad karte hain"

Syed Kamran Zubair Kami
kahan tak saath degi tu hamara dasht-e-ghurbat men
कहाँ तक साथ देगी तू हमारा दश्त-ए-ग़ुर्बत में
darakhshan chand se rukh ne miri viran ankhon men
दरख़्शाँ चाँद से रुख़ ने मिरी वीरान आँखों में
fikr-e-jahan nahin hai umid-e-vafa nahin
फ़िक्र-ए-जहाँ नहीं है उमीद-ए-वफ़ा नहीं
sard mausam jo guzara tha dil-e-viran ne
सर्द मौसम जो गुज़ारा था दिल-ए-वीराँ ने
ghar ke sannaTe tire halqa-e-aghosh men huun
घर के सन्नाटे तिरे हल्क़ा-ए-आग़ोश में हूँ
meri nisbat se kare tujh ko na rusva duniya
मेरी निस्बत से करे तुझ को न रुस्वा दुनिया
"kahan tak saath degi tu hamara dasht-e-ghurbat men tujhe is qaid se ai zindagi azad karte hain"
"darakhshan chand se rukh ne miri viran ankhon men bahut se bhar diye jugnu chamak in men ubhar aa.i"
"fikr-e-jahan nahin hai umid-e-vafa nahin jiine ka koi bhi to bahana nahin raha"
"sard mausam jo guzara tha dil-e-viran ne buDhe bargad ne vo mausam na guzara hoga"
"ghar ke sannaTe tire halqa-e-aghosh men huun mehrban tu ne mujhe dasht men jaane na diya"
"meri nisbat se kare tujh ko na rusva duniya khauf palta raha kal tujh se mulaqat ke baa'd"
aansu miri aankhon se nikal jaate hain aksar
vo daur-e-mohabbat kabhi bhulaa to nahin huun
tu jab nahin thaa saamne tere khayaal se
ai chaudhvin ke chaand bahalnaa paDaa mujhe
fikr-e-jahaan nahin hai umid-e-vafaa nahin
jiine kaa koi bhi to bahaana nahin rahaa
ghar ke sannaaTe tire halqa-e-aaghosh mein huun
mehrbaan tu ne mujhe dasht mein jaane na diyaa
marhun-e-iltifaat-e-faraavaani-e-sitam
aashufta-haal dasht mein laayaa gayaa mujhe
darakhshaan chaand se rukh ne miri viraan aankhon mein
bahut se bhar diye jugnu chamak in mein ubhar aai