Sher
mujhe vo chhoD kar jab se gaya hai intiha hai
rag-o-pai men faza-e-karbala hai intiha hai

Tahir Adeem
mujhe vo chhoD kar jab se gaya hai intiha hai
मुझे वो छोड़ कर जब से गया है इंतिहा है
rang kya ajab diya meri bevafa.i ko
रंग क्या अजब दिया मेरी बेवफ़ाई को
khirad ke laakh qasid hain to honge
ख़िरद के लाख क़ासिद हैं तो होंगे
havadis bhi vahin ham bhi vahin hain
हवादिस भी वहीं हम भी वहीं हैं
ba-juz mere yahan meri vafa ka
ब-जुज़ मेरे यहाँ मेरी वफ़ा का
use bhi parda-e-tahzib ko girana hai
उसे भी पर्दा-ए-तहज़ीब को गिराना है
mujhe vo chhoD kar jab se gaya hai intiha hai
rag-o-pai men faza-e-karbala hai intiha hai
rang kya ajab diya meri bevafa.i ko
us ne yuun kiya ki mere khat jala.e uud men
khirad ke laakh qasid hain to honge
junun ka nama-bar koi nahin hai
havadis bhi vahin ham bhi vahin hain
magar ab chashm-e-tar koi nahin hai
ba-juz mere yahan meri vafa ka
havala mo'atabar koi nahin hai
use bhi parda-e-tahzib ko girana hai
mujhe bhi paikar-e-nayab se nikalna hai
hain dastaras mein abhi bhi 'taahir' uThaa ke ab is ko pi bhi Daalo
mushaahidon mein hi ho gai gar ye ThanDi chaae to kyaa karoge
har ek rasta-e-paayaab se nikalnaa hai
saraab-e-umr ke har baab se nikalnaa hai
faqat tum hi nahin naaraaz mujh se jaan-e-jaanaan
mire andar kaa insaan tak khafaa hai intihaa hai
mujhe vo chhoD kar jab se gayaa hai intihaa hai
rag-o-pai mein fazaa-e-karbalaa hai intihaa hai
rang kyaa ajab diyaa meri bevafaai ko
us ne yuun kiyaa ki mere khat jalaae uud mein
khirad ke laakh qaasid hain to honge
junun kaa naama-bar koi nahin hai