Sher
mujh sa anjan kisi moD pe kho sakta hai
hadsa koi bhi is shahr men ho sakta hai

Tahseen Firaqi
mujh sa anjan kisi moD pe kho sakta hai
मुझ सा अंजान किसी मोड़ पे खो सकता है
main jin galiyon men paiham barsar-e-gardish raha huun
मैं जिन गलियों में पैहम बरसर-ए-गर्दिश रहा हूँ
sat.h-e-dariya ka ye saffak sukun hai dhoka
सतह-ए-दरिया का ये सफ़्फ़ाक सुकूँ है धोका
bahar ab ke jo guzri to phir na aa.egi
बहार अब के जो गुज़री तो फिर न आएगी
phir us ki yaad ne dastak dil-e-hazin par di
फिर उस की याद ने दस्तक दिल-ए-हज़ीं पर दी
main kahan aur kahan sha.eri main ne to faqat
मैं कहाँ और कहाँ शाएरी मैं ने तो फ़क़त
mujh sa anjan kisi moD pe kho sakta hai
hadsa koi bhi is shahr men ho sakta hai
main jin galiyon men paiham barsar-e-gardish raha huun
main un galiyon men itna khaar pahle kab hua tha
sat.h-e-dariya ka ye saffak sukun hai dhoka
ye tiri naav kisi vaqt Dubo sakta hai
bahar ab ke jo guzri to phir na aa.egi
bichhaDne vaale bichhaDte samay ye kah ga.e hain
phir us ki yaad ne dastak dil-e-hazin par di
phir ansuon men nihan us ke khad-o-khal hue
main kahan aur kahan sha.eri main ne to faqat
majlis-e-sher bapa ki to tumhare liye ki
sath-e-dariyaa kaa ye saffaak sukun hai dhokaa
ye tiri naav kisi vaqt Dubo saktaa hai
mujh saa anjaan kisi moD pe kho saktaa hai
haadsa koi bhi is shahr mein ho saktaa hai
main jin galiyon mein paiham barsar-e-gardish rahaa huun
main un galiyon mein itnaa khaar pahle kab huaa thaa
bahaar ab ke jo guzri to phir na aaegi
bichhaDne vaale bichhaDte samay ye kah gae hain
phir us ki yaad ne dastak dil-e-hazin par di
phir aansuon mein nihaan us ke khad-o-khaal hue
main kahaan aur kahaan shaaeri main ne to faqat
majlis-e-sher bapaa ki to tumhaare liye ki