Sher
karta huun teri zulf se dil ka mubadala
har-chand janta huun ye sauda bura nahin
T
Taskeen DehlaviTaskeen Dehlavi
karta huun teri zulf se dil ka mubadala
करता हूँ तेरी ज़ुल्फ़ से दिल का मुबादला
kahe deti hain ye nichi nigahen
कहे देती हैं ये नीची निगाहें
zabt karta huun vale is par bhi hai ye josh-e-ashk
ज़ब्त करता हूँ वले इस पर भी है ये जोश-ए-अश्क
'taskin' ne naam le ke tira vaqt-e-marg aah
'तस्कीं' ने नाम ले के तिरा वक़्त-ए-मर्ग आह
abhi is raah se koi gaya hai
अभी इस राह से कोई गया है
shab-e-visal men sunna paDa fasana-e-ghair
शब-ए-विसाल में सुनना पड़ा फ़साना-ए-ग़ैर
karta huun teri zulf se dil ka mubadala
har-chand janta huun ye sauda bura nahin
kahe deti hain ye nichi nigahen
ki bala-e-zamin kya kya na hoga
zabt karta huun vale is par bhi hai ye josh-e-ashk
gir paDa jo aankh se qatra vo dariya ho gaya
'taskin' ne naam le ke tira vaqt-e-marg aah
kya jaane kya kaha tha kisi ne suna nahin
abhi is raah se koi gaya hai
kahe deti hai shokhi naqsh-e-pa ki
shab-e-visal men sunna paDa fasana-e-ghair
samajhte kaash vo apna na razdar mujhe
qaasid aayaa hai vahaan se tu zaraa tham to sahi
baat to karne de us se dil-e-betaab mujhe
kahe deti hain ye nichi nigaahein
ki baalaa-e-zamin kyaa kyaa na hogaa
itni na kiije jaane ki jaldi shab-e-visaal
dekhe hain main ne kaam bigaDte shitaab mein
puchhe jo tujh se koi ki 'taskin' se kyuun milaa
kah diijo haal dekh ke rahm aa gayaa mujhe
abhi is raah se koi gayaa hai
kahe deti hai shokhi naqsh-e-paa ki
taskin' karun kyaa dil-e-muztar kaa ilaaj ab
kam-bakht ko mar kar bhi to aaraam na aayaa