Sher
tum jise chand kahte ho vo asl men
asman ke badan par koi ghaav hai

Tripurari
tum jise chand kahte ho vo asl men
तुम जिसे चाँद कहते हो वो अस्ल में
ek tasvir bana.i hai khayalon ne abhi
एक तस्वीर बनाई है ख़यालों ने अभी
main apne darmiyan se haT chuka huun
मैं अपने दरमियाँ से हट चुका हूँ
tum mire paas na aao ki yahi behtar hai
तुम मिरे पास न आओ कि यही बेहतर है
umr bhar laDta raha huun us se
उम्र भर लड़ता रहा हूँ उस से
ka.i lashen hain mujh men dafn ya.ani
कई लाशें हैं मुझ में दफ़्न या'नी
tum jise chand kahte ho vo asl men
asman ke badan par koi ghaav hai
ek tasvir bana.i hai khayalon ne abhi
aur tasvir se ik shakhs nikal aaya hai
main apne darmiyan se haT chuka huun
to phir kya darmiyan rakkha hua hai
tum mire paas na aao ki yahi behtar hai
paas aane se to pahchan bhi ja sakti hai
umr bhar laDta raha huun us se
vo jo ik shakhs kabhi tha hi nahin
ka.i lashen hain mujh men dafn ya.ani
main qabristan huun shuruat hi se
kitni dilkash hain ye baarish ki phuvaarein lekin
aisi baarish mein miri jaan bhi jaa sakti hai
jab se guzraa hai kisi husn ke baazaar se dil
dil ko mahsus ye hotaa hai ki baazaar huun main
main tire jism ke jab paar nikal jaaungaa
vasl ki raat baDi ghaur-talab hogi vo
jin se milnaa na huaa un se bichhaD kar roe
ham to aankhon ki har ik had se guzar kar roe
kai laashein hain mujh mein dafn yaani
main qabristaan huun shuruaat hi se
tum jise chaand kahte ho vo asl mein
aasmaan ke badan par koi ghaav hai