Sher
vo aa.e jaata hai kab se par aa nahin jaata
vahi sada-e-qadam ka hai silsila ki jo tha
U
Urfi AafaqiUrfi Aafaqi
vo aa.e jaata hai kab se par aa nahin jaata
वो आए जाता है कब से पर आ नहीं जाता
malum hai 'urfi' jo hai qismat men hamari
मालूम है 'उर्फ़ी' जो है क़िस्मत में हमारी
chala tha main to samundar ki tishnagi le kar
चला था मैं तो समुंदर की तिश्नगी ले कर
divana-var nachiye hansiye gulon ke saath
दीवाना-वार नाचिये हँसिए गुलों के साथ
vo aa.e jaata hai kab se par aa nahin jaata
vahi sada-e-qadam ka hai silsila ki jo tha
malum hai 'urfi' jo hai qismat men hamari
sahra hi koi girya-e-shabnam ko milega
chala tha main to samundar ki tishnagi le kar
mila ye kaisa sarabon ka silsila mujh ko
divana-var nachiye hansiye gulon ke saath
kanTe agar milen to jigar men chubhoiye
divaana-vaar naachiye hansiye gulon ke saath
kaanTe agar milein to jigar mein chubhoiye
chalaa thaa main to samundar ki tishnagi le kar
milaa ye kaisaa saraabon kaa silsila mujh ko
vo aae jaataa hai kab se par aa nahin jaataa
vahi sadaa-e-qadam kaa hai silsila ki jo thaa
maalum hai 'urfi' jo hai qismat mein hamaari
sahraa hi koi girya-e-shabnam ko milegaa