Sher
didar ke sikke jo zara bhikh men mange
to us ne kaha jaao jumerat ko aana

Usman Minai
didar ke sikke jo zara bhikh men mange
दीदार के सिक्के जो ज़रा भीख में माँगे
neze ki nok tera tah-e-dil se shukriya
नेज़े की नोक तेरा तह-ए-दिल से शुक्रिया
ghazlon ke she'r likhne se pahle hazar baar
ग़ज़लों के शे'र लिखने से पहले हज़ार बार
ho 'mir' ka zamana ki maujuda vaqt ho
हो 'मीर' का ज़माना कि मौजूदा वक़्त हो
koi bashar kabhi paani bana nahin sakta
कोई बशर कभी पानी बना नहीं सकता
ghamon par us ke kabhi e'tibar mat karna
ग़मों पर उस के कभी ए'तिबार मत करना
didar ke sikke jo zara bhikh men mange
to us ne kaha jaao jumerat ko aana
neze ki nok tera tah-e-dil se shukriya
ab tak gira nahin hai mira sar zamin par
ghazlon ke she'r likhne se pahle hazar baar
ham dekhte hain aap ki tasvir ki taraf
ho 'mir' ka zamana ki maujuda vaqt ho
dilli se lakhna.u ki hamesha Thani rahi
koi bashar kabhi paani bana nahin sakta
khuda ke hone ka pahla subut paani hai
ghamon par us ke kabhi e'tibar mat karna
vo pyaaz kaaT ke aansu nikal leta hai
ghamon par us ke kabhi e'tibaar mat karnaa
vo pyaaz kaaT ke aansu nikaal letaa hai
tumhaare chehre ki saari nasein tani hui hain
tumhaare haath mein kyaa aaina diyaa gayaa hai
koi bashar kabhi paani banaa nahin saktaa
khudaa ke hone kaa pahlaa subut paani hai
didaar ke sikke jo zaraa bhikh mein maange
to us ne kahaa jaao jumeraat ko aanaa
neze ki nok teraa tah-e-dil se shukriya
ab tak giraa nahin hai miraa sar zamin par
nishaan kyon DhunDhte ho ungliyon ke
qazaa aai thi dastaane pahan kar