Sher
nazron ki tashaffi ka bhi kar de koi saman
dil ke to bahalne ko tira naam bahut hai
W
Wafa ShahjahanpuriWafa Shahjahanpuri
nazron ki tashaffi ka bhi kar de koi saman
नज़रों की तशफ़्फ़ी का भी कर दे कोई सामाँ
mujh ko havas-e-bada-o-saghar nahin saaqi
मुझ को हवस-ए-बादा-ओ-साग़र नहीं साक़ी
ye kya hai ki zikr-e-gham-e-ayyam bahut hai
ये क्या है कि ज़िक्र-ए-ग़म-ए-अय्याम बहुत है
marta huun havas men gham-e-javed ki varna
मरता हूँ हवस में ग़म-ए-जावेद की वर्ना
nazron ki tashaffi ka bhi kar de koi saman
dil ke to bahalne ko tira naam bahut hai
mujh ko havas-e-bada-o-saghar nahin saaqi
un mast nigahon ka bas ik jaam bahut hai
ye kya hai ki zikr-e-gham-e-ayyam bahut hai
shishe men abhi to mai-e-gulfam bahut hai
marta huun havas men gham-e-javed ki varna
jiine ko tire hijr ki ik shaam bahut hai
mujh ko havas-e-baada-o-saaghar nahin saaqi
un mast nigaahon kaa bas ik jaam bahut hai
nazron ki tashaffi kaa bhi kar de koi saamaan
dil ke to bahalne ko tiraa naam bahut hai
ye kyaa hai ki zikr-e-gham-e-ayyaam bahut hai
shishe mein abhi to mai-e-gulfaam bahut hai
martaa huun havas mein gham-e-jaaved ki varna
jiine ko tire hijr ki ik shaam bahut hai