"zamin roi hamare haal par aur asman roya hamari bekasi ko dekh kar saara jahan roya"

Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sherशेर
See all 55 →zamin roi hamare haal par aur asman roya
ज़मीं रोई हमारे हाल पर और आसमाँ रोया
vo kaam mera nahin jis ka nek ho anjam
वो काम मेरा नहीं जिस का नेक हो अंजाम
na vo puchhte hain na kahta huun main
न वो पूछते हैं न कहता हूँ मैं
rukh-e-raushan se yuun uTThi naqab ahista ahista
रुख़-ए-रौशन से यूँ उट्ठी नक़ाब आहिस्ता आहिस्ता
tera marna ishq ka aghaz tha
तेरा मरना इश्क़ का आग़ाज़ था
siine men mire dagh-e-gham-e-ishq-e-nabi hai
सीने में मिरे दाग़-ए-ग़म-ए-इश्क़-ए-नबी है
Popular Sher & Shayari
110 total"vo kaam mera nahin jis ka nek ho anjam vo raah meri nahin jo ga.i ho manzil ko"
"na vo puchhte hain na kahta huun main rahi jaati hai dil ki dil men havas"
"rukh-e-raushan se yuun uTThi naqab ahista ahista ki jaise ho tulu-e-aftab ahista ahista"
"tera marna ishq ka aghaz tha maut par hoga mire anjam-e-ishq"
"siine men mire dagh-e-gham-e-ishq-e-nabi hai ik gauhar-e-nayab mire haath laga hai"
zaalim ki to aadat hai sataataa hi rahegaa
apni bhi tabiat hai bahalti hi rahegi
kis tarah husn-e-zabaan ki ho taraqqi 'vahshat'
main agar khidmat-e-urdu-e-muallaa na karun
abhi hote agar duniyaa mein 'daagh'-e-dehlavi zinda
to vo sab ko bataa dete hai 'vahshat' ki zabaan kaisi
qadrdaani ki kaifiyat maalum
aib kyaa hai agar hunar na huaa
dil ko ham kab tak bachaae rakhte har aaseb se
Thes aakhir lag gai shishe mein baal aa hi gayaa
thaa qafas kaa khayaal daaman-gir
uD sake ham na baal o par le kar
Ghazalग़ज़ल
kyaa hai ki aaj chalte ho katraa ke raah se
क्या है कि आज चलते हो कतरा के राह से
dard aa ke baDhaa do dil kaa tum ye kaam tumhein kyaa mushkil hai
दर्द आ के बढ़ा दो दिल का तुम ये काम तुम्हें क्या मुश्किल है
zabt ki koshish hai jaan-e-naa-tavaan mushkil mein hai
ज़ब्त की कोशिश है जान-ए-ना-तवाँ मुश्किल में है
jaan us ki adaaon par nikalti hi rahegi
जान उस की अदाओं पर निकलती ही रहेगी
zamin roi hamaare haal par aur aasmaan royaa
ज़मीं रोई हमारे हाल पर और आसमाँ रोया
kahte ho ab mire mazlum pe bedaad na ho
कहते हो अब मिरे मज़लूम पे बेदाद न हो





