Sher
har gham sahna aur khush rahna
mushkil hai asan nahin hai

Waqar Manvi
har gham sahna aur khush rahna
हर ग़म सहना और ख़ुश रहना
ab ke 'vaqar' aise bichhDe hain
अब के 'वक़ार' ऐसे बिछड़े हैं
in ansuon se bhala mera kya bhala hoga
इन आँसुओं से भला मेरा क्या भला होगा
khushi daman-kashan hai dil asir-e-gham hai barson se
ख़ुशी दामन-कशाँ है दिल असीर-ए-ग़म है बरसों से
kahan milegi bhala is sitamgari ki misal
कहाँ मिलेगी भला इस सितमगरी की मिसाल
bahut se gham chhupe honge hansi men
बहुत से ग़म छुपे होंगे हँसी में
har gham sahna aur khush rahna
mushkil hai asan nahin hai
ab ke 'vaqar' aise bichhDe hain
milne ka imkan nahin hai
in ansuon se bhala mera kya bhala hoga
vo mere baa'd jo roya bhi yaad kar ke mujhe
khushi daman-kashan hai dil asir-e-gham hai barson se
hamari zindagi ka ek hi aalam hai barson se
kahan milegi bhala is sitamgari ki misal
taras bhi khata hai mujh par tabah kar ke mujhe
bahut se gham chhupe honge hansi men
zara in hansne valon ko TaTolo
bahut se gham chhupe honge hansi mein
zaraa in hansne vaalon ko TaTolo
dil mein jo mar jaae vo hai armaan
jo nikle armaan nahin hai
vaqaar' ai kaash meri umr mein shaamil na ki jaae
vo muddat haan vahi muddat jo guzri un ki furqat mein
kahaan milegi bhalaa is sitamgari ki misaal
taras bhi khaataa hai mujh par tabaah kar ke mujhe
hamaari zindagi kahne ki had tak zindagi hai bas
ye shiraaza bhi dekhaa jaae to barham hai barson se
gharib ko havas-e-zindagi nahin hoti
bas itnaa hai ki vo izzat se marnaa chaahtaa hai