vo jhuuT bol raha tha baDe saliqe se
main e'tibar na karta to aur kya karta

Waseem Barelvi
Waseem Barelvi
Sherशेर
See all 85 →vo jhuuT bol raha tha baDe saliqe se
वो झूट बोल रहा था बड़े सलीक़े से
vaise to ik aansu hi baha kar mujhe le jaa.e
वैसे तो इक आँसू ही बहा कर मुझे ले जाए
sharten laga.i jaati nahin dosti ke saath
शर्तें लगाई जाती नहीं दोस्ती के साथ
dukh apna agar ham ko batana nahin aata
दुख अपना अगर हम को बताना नहीं आता
kisi se koi bhi ummid rakhna chhoD kar dekho
किसी से कोई भी उम्मीद रखना छोड़ कर देखो
ye kis maqam pe laa.i hai meri tanha.i
ये किस मक़ाम पे लाई है मेरी तन्हाई
Popular Sher & Shayari
170 totalvaise to ik aansu hi baha kar mujhe le jaa.e
aise koi tufan hila bhi nahin sakta
sharten laga.i jaati nahin dosti ke saath
kiije mujhe qubul miri har kami ke saath
dukh apna agar ham ko batana nahin aata
tum ko bhi to andaza lagana nahin aata
kisi se koi bhi ummid rakhna chhoD kar dekho
to ye rishta nibhana kis qadar asan ho jaa.e
ye kis maqam pe laa.i hai meri tanha.i
ki mujh se aaj koi bad-guman nahin hota
ham ye to nahin kahte ki ham tujh se baDe hain
lekin ye bahut hai ki tire saath khaDe hain
tahrir se varna miri kyaa ho nahin saktaa
ik tu hai jo lafzon mein adaa ho nahin saktaa
raat to vaqt ki paaband hai Dhal jaaegi
dekhnaa ye hai charaaghon kaa safar kitnaa hai
bhare makaan kaa bhi apnaa nasha hai kyaa jaane
sharaab-khaane mein raatein guzaarne vaalaa
shartein lagaai jaati nahin dosti ke saath
kiije mujhe qubul miri har kami ke saath
hamaare ghar kaa pataa puchhne se kyaa haasil
udaasiyon ki koi shahriyat nahin hoti
Ghazalग़ज़ल
tu samajhtaa hai ki rishton ki duhaai deinge
तू समझता है कि रिश्तों की दुहाई देंगे
apne saae ko itnaa samjhaane de
अपने साए को इतना समझाने दे
khul ke milne kaa saliqa aap ko aataa nahin
खुल के मिलने का सलीक़ा आप को आता नहीं
sab ne milaae haath yahaan tirgi ke saath
सब ने मिलाए हाथ यहाँ तीरगी के साथ
kitnaa dushvaar thaa duniyaa ye hunar aanaa bhi
कितना दुश्वार था दुनिया ये हुनर आना भी
ye hai to sab ke liye ho ye zid hamaari hai
ये है तो सब के लिए हो ये ज़िद हमारी है





