Sher
"falak bedad karta hai jo jaur ijad karte hain ghazab shagird Dhata hai sitam ustad karte hain"
W
Waseem KhairabadiWaseem Khairabadi
falak bedad karta hai jo jaur ijad karte hain
फ़लक बेदाद करता है जो जौर ईजाद करते हैं
asmanon par bhi hain charche husn-e-alamgir ke
आसमानों पर भी हैं चर्चे हुस्न-ए-आलमगीर के
jurm itne kar chala huun hashr tak likkhenge roz
जुर्म इतने कर चला हूँ हश्र तक लिक्खेंगे रोज़
use bahisht ke zindan men bhej dena tum
उसे बहिश्त के ज़िंदाँ में भेज देना तुम
"falak bedad karta hai jo jaur ijad karte hain ghazab shagird Dhata hai sitam ustad karte hain"
"asmanon par bhi hain charche husn-e-alamgir ke chand ne bhi rang uDaa.e chand si tasvir ke"
"jurm itne kar chala huun hashr tak likkhenge roz katib-e-amal pa.enge na fursat kaam se"
"use bahisht ke zindan men bhej dena tum gunahgar-e-mohabbat ko ye saza dena"
falak bedaad kartaa hai jo jaur ijaad karte hain
ghazab shaagird Dhaataa hai sitam ustaad karte hain
aasmaanon par bhi hain charche husn-e-aalamgir ke
chaand ne bhi rang uDaae chaand si tasvir ke
jurm itne kar chalaa huun hashr tak likkheinge roz
kaatib-e-aamaal paaeinge na fursat kaam se
use bahisht ke zindaan mein bhej denaa tum
gunaahgaar-e-mohabbat ko ye sazaa denaa