mohabbaton ke hasin khvab le ke ankhon men
'bashir-badr' ko paDhta hua vo ek laDka

Wasim Nadir
Wasim Nadir
Sherशेर
See all 34 →mohabbaton ke hasin khvab le ke ankhon men
मोहब्बतों के हसीं ख़्वाब ले के आँखों में
tum ham ko javan dekh ke hairan hui ho
तुम हम को जवाँ देख के हैरान हुई हो
mohabbat bojh ban kar hi bhale rahti ho kandhon par
मोहब्बत बोझ बन कर ही भले रहती हो काँधों पर
mohabbaton ko kahin se madad nahin milti
मोहब्बतों को कहीं से मदद नहीं मिलती
vo chal raha tha ghair ke shane pe sar rakhe
वो चल रहा था ग़ैर के शाने पे सर रखे
hami akele nahin zindagi se haare hue
हमी अकेले नहीं ज़िंदगी से हारे हुए
Popular Sher & Shayari
68 totaltum ham ko javan dekh ke hairan hui ho
pahchan to leti ki vo beTa hai hamara
mohabbat bojh ban kar hi bhale rahti ho kandhon par
magar ye bojh haTta hai to kandhe Tuut jaate hain
mohabbaton ko kahin se madad nahin milti
ye jang aisi hai jis men rasad nahin milti
vo chal raha tha ghair ke shane pe sar rakhe
main bhi kisi ke saath usi qafile men tha
hami akele nahin zindagi se haare hue
bahut se log khaDe hain badan utare hue
hami akele nahin zindagi se haare hue
bahut se log khaDe hain badan utaare hue
mohabbat bojh ban kar hi bhale rahti ho kaandhon par
magar ye bojh haTtaa hai to kandhe Tuut jaate hain
sab log jo hairat se tujhe dekh rahe hain
sar teraa bahut chhoTaa hai dastaar baDi hai
mohabbaton ko kahin se madad nahin milti
ye jang aisi hai jis mein rasad nahin milti
tire baghair bhi kahti hai mujh se jiine ko
ye zindagi bhi sahi mashvara nahin deti
ehsaan kar rahaa hai tiraa hijr in dinon
main in dinon khudaa ke ziyaada qarib huun
Ghazalग़ज़ल
ik shahanshaah ke e'zaaz-o-laqab se aage
इक शहंशाह के ए'ज़ाज़-ओ-लक़ब से आगे
abhi yaqin ke mansab pe mat biThaao mujhe
अभी यक़ीन के मंसब पे मत बिठाओ मुझे
sukun miltaa hai jab uljhi baat khulti hai
सुकून मिलता है जब उलझी बात खुलती है
mashaqqat kaa pasina khuun mein tahlil hotaa hai
मशक़्क़त का पसीना ख़ून में तहलील होता है
nazar ke saamne guzre hue zamaane hain
नज़र के सामने गुज़रे हुए ज़माने हैं
mere kaandhe pe kisi khvaab kaa sar rakkhaa rahaa
मेरे काँधे पे किसी ख़्वाब का सर रक्खा रहा





