Sher
paDh chuke hain nisab-e-tanha.i
ab likhenge kitab-e-tanha.i

Yashab Tamanna
paDh chuke hain nisab-e-tanha.i
पढ़ चुके हैं निसाब-ए-तंहाई
karne ko kuchh nahin hai na.e saal men 'yashab'
करने को कुछ नहीं है नए साल में 'यशब'
samajh saka na use main qusur mera hai
समझ सका न उसे मैं क़ुसूर मेरा है
haqiqaton se mafar chahi thi 'yashab' main ne
हक़ीक़तों से मफ़र चाही थी 'यशब' मैं ने
paDh chuke hain nisab-e-tanha.i
ab likhenge kitab-e-tanha.i
karne ko kuchh nahin hai na.e saal men 'yashab'
kyon na kisi se tark-e-mohabbat hi kijiye
samajh saka na use main qusur mera hai
ki mere samne to vo khuli kitab raha
haqiqaton se mafar chahi thi 'yashab' main ne
par asl asl raha aur khvab khvab raha
karne ko kuchh nahin hai nae saal mein 'yashab'
kyon naa kisi se tark-e-mohabbat hi kijiye
samajh sakaa na use main qusur meraa hai
ki mere saamne to vo khuli kitaab rahaa
paDh chuke hain nisaab-e-tanhaai
ab likheinge kitaab-e-tanhaai
haqiqaton se mafar chaahi thi 'yashab' main ne
par asl asl rahaa aur khvaab khvaab rahaa