Sher
apni nigah par bhi karun e'tibar kya
kis maan par kahun vo mira intikhab tha

Yasmeen Hameed
apni nigah par bhi karun e'tibar kya
अपनी निगाह पर भी करूँ ए'तिबार क्या
ek divar uTha.i thi baDi ujlat men
एक दीवार उठाई थी बड़ी उजलत में
parda ankhon se haTane men bahut der lagi
पर्दा आँखों से हटाने में बहुत देर लगी
jis samt ki hava hai usi samt chal paDen
जिस सम्त की हवा है उसी सम्त चल पड़ें
musalsal ek hi tasvir chashm-e-tar men rahi
मुसलसल एक ही तस्वीर चश्म-ए-तर में रही
us imarat ko gira do jo nazar aati hai
उस इमारत को गिरा दो जो नज़र आती है
apni nigah par bhi karun e'tibar kya
kis maan par kahun vo mira intikhab tha
ek divar uTha.i thi baDi ujlat men
vahi divar girane men bahut der lagi
parda ankhon se haTane men bahut der lagi
hamen duniya nazar aane men bahut der lagi
jis samt ki hava hai usi samt chal paDen
jab kuchh na ho saka to yahi faisla kiya
musalsal ek hi tasvir chashm-e-tar men rahi
charagh bujh bhi gaya raushni safar men rahi
us imarat ko gira do jo nazar aati hai
mire andar jo khanDar hai use ta.amir karo
musalsal ek hi tasvir chashm-e-tar mein rahi
charaagh bujh bhi gayaa raushni safar mein rahi
ek divaar uThaai thi baDi ujlat mein
vahi divaar giraane mein bahut der lagi
parda aankhon se haTaane mein bahut der lagi
hamein duniyaa nazar aane mein bahut der lagi
jis samt ki havaa hai usi samt chal paDein
jab kuchh na ho sakaa to yahi faisla kiyaa
apni nigaah par bhi karun e'tibaar kyaa
kis maan par kahun vo miraa intikhaab thaa
raste se miri jang bhi jaari hai abhi tak
aur paanv tale zakhm ki vahshat bhi vahi hai