Sher
puchhe jo zindagi ki haqiqat koi 'jamal'
to chuTkiyon men ret uDa kar use dikha

Yusuf Jamal
puchhe jo zindagi ki haqiqat koi 'jamal'
पूछे जो ज़िंदगी की हक़ीक़त कोई 'जमाल'
qatil to siina taan ke chalte rahe yahan
क़ातिल तो सीना तान के चलते रहे यहाँ
vaqt ki mahrumiyon ne chhin li meri zaban
वक़्त की महरूमियों ने छीन ली मेरी ज़बान
jab main kachcha phal tha to mahfuz tha main
जब मैं कच्चा फल था तो महफ़ूज़ था मैं
bauna tha vo zarur magar is ke bavajud
बौना था वो ज़रूर मगर इस के बावजूद
DhunDte ho kyuun jali tahrir ke asbaq men
ढूँडते हो क्यूँ जली तहरीर के असबाक़ में
puchhe jo zindagi ki haqiqat koi 'jamal'
to chuTkiyon men ret uDa kar use dikha
qatil to siina taan ke chalte rahe yahan
jo be-gunah the un se havalat bhar ga.e
vaqt ki mahrumiyon ne chhin li meri zaban
varna ik muddat talak main la-javabon men raha
jab main kachcha phal tha to mahfuz tha main
ab jo paka to mujh pe nishana lagta hai
bauna tha vo zarur magar is ke bavajud
kirdar ke lihaz se qad ka buland tha
DhunDte ho kyuun jali tahrir ke asbaq men
main to kohre ki tarah dhundle nisabon men raha
qaatil to siina taan ke chalte rahe yahaan
jo be-gunah the un se havaalaat bhar gae
vaqt ki mahrumiyon ne chhin li meri zabaan
varna ik muddat talak main laa-javaabon mein rahaa
puchhe jo zindagi ki haqiqat koi 'jamaal'
to chuTkiyon mein ret uDaa kar use dikhaa
jab main kachchaa phal thaa to mahfuz thaa main
ab jo pakaa to mujh pe nishaana lagtaa hai
baunaa thaa vo zarur magar is ke baavajud
kirdaar ke lihaaz se qad kaa buland thaa
DhunDte ho kyuun jali tahrir ke asbaaq mein
main to kohre ki tarah dhundle nisaabon mein rahaa