Sher
"a.ine hi a.ine the har taraf phir bhi apne aap men tanha tha main"

Zafar Iqbal Zafar
a.ine hi a.ine the har taraf
आईने ही आईने थे हर तरफ़
tahzib hi baaqi hai na ab sharm-o-haya kuchh
तहज़ीब ही बाक़ी है न अब शर्म-ओ-हया कुछ
rabta kyuun rakhun main dariya se
राब्ता क्यूँ रखूँ मैं दरिया से
ham log to marte rahe qiston men hamesha
हम लोग तो मरते रहे क़िस्तों में हमेशा
mom ke log kaDi dhuup men aa baiThe hain
मोम के लोग कड़ी धूप में आ बैठे हैं
hadson se khelne ke bavajud
हादसों से खेलने के बावजूद
"a.ine hi a.ine the har taraf phir bhi apne aap men tanha tha main"
"tahzib hi baaqi hai na ab sharm-o-haya kuchh kis darja ab insan ye bebak hua hai"
"rabta kyuun rakhun main dariya se pyaas bujhti hai meri sahra se"
"ham log to marte rahe qiston men hamesha phir bhi hamen jiine ka hunar kyuun nahin aaya"
"mom ke log kaDi dhuup men aa baiThe hain aao ab un ke pighalne ka tamasha dekhen"
"hadson se khelne ke bavajud aaj bhi vaisa huun kal jaisa tha main"
vo zabt thaa ki aah na nikli zabaan se
dil pe hamaare kitne hi khanjar guzar gae
aap dariyaa ki ravaani se na uljhein hargiz
tah mein us ke koi girdaab bhi ho saktaa hai
hamaari ziist mein aise bhi lamhe aate hain aksar
daraaron ke tavassut se havaa deti hain divaarein
tahzib hi baaqi hai na ab sharm-o-hayaa kuchh
kis darja ab insaan ye bebaak huaa hai
raabta kyuun rakhun main dariyaa se
pyaas bujhti hai meri sahraa se
us jaisaa dusraa na samaayaa nigaah mein
kitne hasin aankhon se paikar guzar gae