Sher
na kaho tum bhi kuchh na ham bolen
aao khamoshiyon ke lab kholen

Zafar Tabish
na kaho tum bhi kuchh na ham bolen
न कहो तुम भी कुछ न हम बोलें
manzar se la-manzar tak
मंज़र से ला-मंज़र तक
jab bhi jhuk kar milta huun main logon se
जब भी झुक कर मिलता हूँ मैं लोगों से
kya jaane kyuun jalti hai
क्या जाने क्यूँ जलती है
basti basti jangal jangal ghuma main
बस्ती बस्ती जंगल जंगल घूमा मैं
so rahe the shahr bhi jangal bhi jab
सो रहे थे शहर भी जंगल भी जब
na kaho tum bhi kuchh na ham bolen
aao khamoshiyon ke lab kholen
manzar se la-manzar tak
ankhen khali khali hain
jab bhi jhuk kar milta huun main logon se
ho jaata huun apne qad se uncha main
kya jaane kyuun jalti hai
sadiyon se bichari dhuup
basti basti jangal jangal ghuma main
lekin apne ghar men aa kar soya main
so rahe the shahr bhi jangal bhi jab
ro raha tha niila ambar TuuT kar
manzar se laa-manzar tak
aankhein khaali khaali hain
jab bhi jhuk kar miltaa huun main logon se
ho jaataa huun apne qad se unchaa main
na kaho tum bhi kuchh na ham bolein
aao khaamoshiyon ke lab kholein
basti basti jangal jangal ghumaa main
lekin apne ghar mein aa kar soyaa main
so rahe the shahr bhi jangal bhi jab
ro rahaa thaa niilaa ambar TuuT kar
ba-zaahir yuun to main simTaa huaa huun
agar socho to phir bikhraa huaa huun