Sher
kaghaz ki naav bhi hai khilaune bhi hain bahut
bachpan se phir bhi haath milana muhal hai

Zaheer Ghazipuri
kaghaz ki naav bhi hai khilaune bhi hain bahut
काग़ज़ की नाव भी है खिलौने भी हैं बहुत
ta-umr apni fikr o riyazat ke bavajud
ता-उम्र अपनी फ़िक्र ओ रियाज़त के बावजूद
bam phaTe log mare khuun baha shahr luTe
बम फटे लोग मरे ख़ून बहा शहर लुटे
reza reza apna paikar ik na.i tartib men
रेज़ा रेज़ा अपना पैकर इक नई तरतीब में
utre to ka.i baar sahife mire ghar men
उतरे तो कई बार सहीफ़े मिरे घर में
kaghaz ki naav bhi hai khilaune bhi hain bahut
bachpan se phir bhi haath milana muhal hai
ta-umr apni fikr o riyazat ke bavajud
khud ko kisi saza se bachana muhal hai
bam phaTe log mare khuun baha shahr luTe
aur kya likkha hai akhbar men aage paDhiye
reza reza apna paikar ik na.i tartib men
canvas par dekh kar hairan ho jaana paDa
utre to ka.i baar sahife mire ghar men
milte hain magar sirf jaride mire ghar men
bam phaTe log mare khuun bahaa shahr luTe
aur kyaa likkhaa hai akhbaar mein aage paDhiye
kaaghaz ki naav bhi hai khilaune bhi hain bahut
bachpan se phir bhi haath milaanaa muhaal hai
taa-umr apni fikr o riyaazat ke baavajud
khud ko kisi sazaa se bachaanaa muhaal hai
reza reza apnaa paikar ik nai tartib mein
canvas par dekh kar hairaan ho jaanaa paDaa
utre to kai baar sahife mire ghar mein
milte hain magar sirf jaride mire ghar mein