Sher
jab yaad men taDpen to mohabbat ko baDha den
khud dard-e-mohabbat ki masiha.i mohabbat

Zain Ali Asif
jab yaad men taDpen to mohabbat ko baDha den
जब याद में तड़पें तो मोहब्बत को बढ़ा दें
tiri yadon ke sahra men sanam kya kya nahin hota
तिरी यादों के सहरा में सनम क्या क्या नहीं होता
jo dasht ke ghubar men gum-sum rahe unhen
जो दश्त के ग़ुबार में गुमसुम रहे उन्हें
ru-ba-ru hote hi jo soz-e-nihan kar de 'ayan
रू-ब-रू होते ही जो सोज़-ए-निहाँ कर दे 'अयाँ
har she'r mujh ko khun-e-jigar ke 'evaz mila
हर शे'र मुझ को ख़ून-ए-जिगर के 'एवज़ मिला
jab yaad men taDpen to mohabbat ko baDha den
khud dard-e-mohabbat ki masiha.i mohabbat
tiri yadon ke sahra men sanam kya kya nahin hota
jahan ho tishnagi ka gham vahan dariya nahin hota
jo dasht ke ghubar men gum-sum rahe unhen
qissa samundaron ka sunana fuzul hai
ru-ba-ru hote hi jo soz-e-nihan kar de 'ayan
har kisi aankh men kab itna hunar hota hai
har she'r mujh ko khun-e-jigar ke 'evaz mila
ye fan kisi ke dar se udhara nahin mila
ru-ba-ru hote hi jo soz-e-nihaan kar de 'ayaan
har kisi aankh mein kab itnaa hunar hotaa hai
jab yaad mein taDpein to mohabbat ko baDhaa dein
khud dard-e-mohabbat ki masihaai mohabbat
tiri yaadon ke sahraa mein sanam kyaa kyaa nahin hotaa
jahaan ho tishnagi kaa gham vahaan dariyaa nahin hotaa
jo dasht ke ghubaar mein gum-sum rahe unhein
qissa samundaron kaa sunaanaa fuzul hai
har she'r mujh ko khun-e-jigar ke 'evaz milaa
ye fan kisi ke dar se udhaaraa nahin milaa