kaise kah duun biich apne divar hai jab
chhoDne koi darvaze tak aaya hai
Zakariya Shaz
Zakariya Shaz
Sherशेर
See all 25 →kaise kah duun biich apne divar hai jab
कैसे कह दूँ बीच अपने दीवार है जब
phandni paD ga.i kanTon se bhari baaD hamen
फाँदनी पड़ गई काँटों से भरी बाड़ हमें
us ka khayal dil men ghaDi do ghaDi rahe
उस का ख़याल दिल में घड़ी दो घड़ी रहे
kuchh bhi dekha nahin tha main ne jab
कुछ भी देखा नहीं था मैं ने जब
ai gardish-e-ayyam hamen ranj bahut hai
ऐ गर्दिश-ए-अय्याम हमें रंज बहुत है
ek muddat main khamoshi se raha mahv-e-kalam
एक मुद्दत मैं ख़मोशी से रहा महव-ए-कलाम
Popular Sher & Shayari
50 totalphandni paD ga.i kanTon se bhari baaD hamen
jitne paigham the phulon ki zabani aa.e
us ka khayal dil men ghaDi do ghaDi rahe
phir is ke baa'd mez pe chaa.e paDi rahe
kuchh bhi dekha nahin tha main ne jab
har nazara tha meri ankhon men
ai gardish-e-ayyam hamen ranj bahut hai
kuchh khvab the aaise ki bikharne ke nahin the
ek muddat main khamoshi se raha mahv-e-kalam
tab kahin ja ke ye lafzon men ma.ani aa.e
kuchh bhi dekhaa nahin thaa main ne jab
har nazaara thaa meri aankhon mein
ai gardish-e-ayyaam hamein ranj bahut hai
kuchh khvaab the aaise ki bikharne ke nahin the
taalluq hi nahin hai jin se meraa
main un khadshaat mein rakkhaa huaa huun
dukh na sahne ki sazaaon mein ghiraa rahtaa hai
shahr kaa shahr duaaon mein ghiraa rahtaa hai
ye alag baat ki chalte rahe sab se aage
varna dekhaa hi nahin teri talab se aage
jab bhi ghar ke andar dekhne lagtaa huun
khiDki khol ke baahar dekhne lagtaa huun
Ghazalग़ज़ल
ye jo biphre hue dhaare liye phirtaa huun main
ये जो बिफरे हुए धारे लिए फिरता हूँ मैं
khoyaa huaa thaa haasil hone vaalaa huun
खोया हुआ था हासिल होने वाला हूँ
mohabbat ek aisaa raasta hai
मोहब्बत एक ऐसा रास्ता है
us kaa khayaal dil mein ghaDi do ghaDi rahe
उस का ख़याल दिल में घड़ी दो घड़ी रहे
ham tujh se koi baat bhi karne ke nahin the
हम तुझ से कोई बात भी करने के नहीं थे
kyaa nazaara thaa meri aankhon mein
क्या नज़ारा था मेरी आँखों में





