Sher
ham bhi kahne lage hain raat ko raat
ham bhi goya kharab hone lage

Zaki Tariq
ham bhi kahne lage hain raat ko raat
हम भी कहने लगे हैं रात को रात
itab-o-qahr ka har ik nishan bolega
इताब-ओ-क़हर का हर इक निशान बोलेगा
guman hota hai mujh ko tumhare aane ka
गुमान होता है मुझ को तुम्हारे आने का
roz sunta huun main hansne ki sada
रोज़ सुनता हूँ मैं हँसने की सदा
simTe hue jazbon ko bikharne nahin deta
सिमटे हुए जज़्बों को बिखरने नहीं देता
ajnabi khushbu ki aahaT se mahak uTTha badan
अजनबी ख़ुशबू की आहट से महक उट्ठा बदन
ham bhi kahne lage hain raat ko raat
ham bhi goya kharab hone lage
itab-o-qahr ka har ik nishan bolega
main chup raha to shikasta makan bolega
guman hota hai mujh ko tumhare aane ka
hava idhar se dabe paanv jab guzarti hai
roz sunta huun main hansne ki sada
kaun ye mere siva hai mujh men
simTe hue jazbon ko bikharne nahin deta
ye aas ka lamha hamen marne nahin deta
ajnabi khushbu ki aahaT se mahak uTTha badan
qahqahon ke lams se khauf-e-khizan raushan hua
ham bhi kahne lage hain raat ko raat
ham bhi goyaa kharaab hone lage
'zaki' hamaaraa muqaddar hain dhuup ke kheme
hamein na raas kabhi aayaa saaebaan koi
gumaan hotaa hai mujh ko tumhaare aane kaa
havaa idhar se dabe paanv jab guzarti hai
itaab-o-qahr kaa har ik nishaan bolegaa
main chup rahaa to shikasta makaan bolegaa
roz suntaa huun main hansne ki sadaa
kaun ye mere sivaa hai mujh mein
simTe hue jazbon ko bikharne nahin detaa
ye aas kaa lamha hamein marne nahin detaa