Sher
rang badla hua hai maujon ka
kaun utra tha aaj paani men

Zeba Khan Hina
rang badla hua hai maujon ka
रंग बदला हुआ है मौजों का
ik baar jis ko dil se nikala hai ham ne phir
इक बार जिस को दिल से निकाला है हम ने फिर
kisi ke honT par khili hansi ki main asiir huun
किसी के होंट पर खिली हँसी की मैं असीर हूँ
do roz se chhan-chhan pe badan naach raha hai
दो रोज़ से छन-छन पे बदन नाच रहा है
us ki ujli peshani se itni vahshat hoti hai
उस की उजली पेशानी से इतनी वहशत होती है
ghabra ga.i huun yaar hujum-e-butan se main
घबरा गई हूँ यार हुजूम-ए-बुताँ से मैं
rang badla hua hai maujon ka
kaun utra tha aaj paani men
ik baar jis ko dil se nikala hai ham ne phir
us ko kisi bhi dil men rasa.i nahin mili
kisi ke honT par khili hansi ki main asiir huun
luTi hui mohabbaton ki dekh lo nazir huun
do roz se chhan-chhan pe badan naach raha hai
paanv se ajal ke koi pazeb utare
us ki ujli peshani se itni vahshat hoti hai
us se mil kar pahron khud ko tariki men rakhti huun
ghabra ga.i huun yaar hujum-e-butan se main
ab ahu-e-nigah ko sahra-e-hu dikha
kisi ke honT par khili hansi ki main asiir huun
luTi hui mohabbaton ki dekh lo nazir huun
rang badlaa huaa hai maujon kaa
kaun utraa thaa aaj paani mein
do roz se chhan-chhan pe badan naach rahaa hai
paanv se ajal ke koi paazeb utaare
ik baar jis ko dil se nikaalaa hai ham ne phir
us ko kisi bhi dil mein rasaai nahin mili
ghabraa gai huun yaar hujum-e-butaan se main
ab aahu-e-nigaah ko sahraa-e-hu dikhaa
us ki ujli peshaani se itni vahshat hoti hai
us se mil kar pahron khud ko taariki mein rakhti huun