kis qadar mahdud kar deta hai gham insan ko
khatm kar deta hai har ummid har imkan ko

Zeeshan Sahil
Zeeshan Sahil
Sherशेर
See all 13 →kis qadar mahdud kar deta hai gham insan ko
किस क़दर महदूद कर देता है ग़म इंसान को
khiDki ke raste se laaya karta huun
खिड़की के रस्ते से लाया करता हूँ
guzar ga.i hai magar roz yaad aati hai
गुज़र गई है मगर रोज़ याद आती है
kitne hain log khud ko jo kho kar udaas hain
कितने हैं लोग ख़ुद को जो खो कर उदास हैं
jo hamen pa ke bhi khone se bahut pichhe tha
जो हमें पा के भी खोने से बहुत पीछे था
main zindagi ke sabhi gham bhula.e baiTha huun
मैं ज़िंदगी के सभी ग़म भुलाए बैठा हूँ
Popular Sher & Shayari
26 totalkhiDki ke raste se laaya karta huun
main bahar ki duniya khali kamre men
guzar ga.i hai magar roz yaad aati hai
vo ek shaam jise bhulne ki hasrat hai
kitne hain log khud ko jo kho kar udaas hain
aur kitne apne-ap ko pa kar bhi khush nahin
jo hamen pa ke bhi khone se bahut pichhe tha
ham use kho ke bhi paane se bahut aage hain
main zindagi ke sabhi gham bhula.e baiTha huun
tumhare ishq se kitni mujhe sahulat hai
main zindagi ke sabhi gham bhulaae baiThaa huun
tumhaare ishq se kitni mujhe sahulat hai
bas ek rang hai dil mein kisi ke hone se
ab apne-aap ko is se bhi saada kyaa karnaa
havaa bahaar ki aaegi aur main chumungaa
vo saare phuul ki jin mein tiri shabaahat hai
kis qadar mahdud kar detaa hai gham insaan ko
khatm kar detaa hai har ummid har imkaan ko
khiDki ke raste se laayaa kartaa huun
main baahar ki duniyaa khaali kamre mein
aayaa thaa mere paas vo kuchh der ke liye
suraj magar gahan mein bahut der tak rahaa
Ghazalग़ज़ल
phulon ki anjuman mein bahut der tak rahaa
फूलों की अंजुमन में बहुत देर तक रहा
is dasht-e-be-panaah ki had par bhi khush nahin
इस दश्त-ए-बे-पनाह की हद पर भी ख़ुश नहीं
ishq ki divaangi miT jaaegi
इश्क़ की दीवानगी मिट जाएगी
aisaa lagtaa hai jaise puuri hai
ऐसा लगता है जैसे पूरी है
koi qusur nahin meri khush-gumaani kaa
कोई क़ुसूर नहीं मेरी ख़ुश-गुमानी का





