Shayari
ab is se baDh ke taraqqi kaa daur kyaa hogaa
haram mein baiTh ke zaahid sharaab maange hai

Ziya Shadani
khamoshiyon ki zabaan sab kahaan samajhte hain
ख़मोशियों की ज़बाँ सब कहाँ समझते हैं
jahaan mein log vahi khush-nasib hote hain
जहाँ में लोग वही ख़ुश-नसीब होते हैं
gulon kaa rang kali kaa shabaab maange hai
गुलों का रंग कली का शबाब माँगे है
baDe hasin khayaalon mein ji rahaa huun main
बड़े हसीन ख़यालों में जी रहा हूँ मैं
main bik jaataa mujhe inkaar kab thaa
मैं बिक जाता मुझे इंकार कब था
ehsaas ki suuli hai har ik raahguzar mein
एहसास की सूली है हर इक राहगुज़र में