jo kar rahe the zamaane se gumrahi kaa safar — Anwar Kaifi
jo kar rahe the zamaane se gumrahi kaa safar
unhin ke naam kiyaa haq ne bandagi kaa safar
Urdu
جو کر رہے تھے زمانے سے گمرہی کا سفر
انہیں کے نام کیا حق نے بندگی کا سفر
Hindi
जो कर रहे थे ज़माने से गुमरही का सफ़र
उन्हीं के नाम किया हक़ ने बंदगी का सफ़र

Anwar Kaifi
Anwar Kaifi
poet17 quotes