hijr o visaal charaagh hain donon tanhaai ke taaqon mein — Farhat Ehsas
hijr o visaal charaagh hain donon tanhaai ke taaqon mein
akasr donon gul rahte hain aur jalaa kartaa huun main
Urdu
ہجر و وصال چراغ ہیں دونوں تنہائی کے طاقوں میں
اکثر دونوں گل رہتے ہیں اور جلا کرتا ہوں میں
Hindi
हिज्र ओ विसाल चराग़ हैं दोनों तन्हाई के ताक़ों में
अक्सर दोनों गुल रहते हैं और जला करता हूँ मैं

Farhat Ehsas
Farhat Ehsas
poet286 quotes