Shayari
haar diyaa hai ujlat mein
khud ko kis aasaani se
bas ek lamha tire vasl kaa mayassar ho
aur us visaal ke lamhe ko daaimi kiyaa jaae
بس ایک لمحہ ترے وصل کا میسر ہو
اور اس وصال کے لمحے کو دائمی کیا جائے
बस एक लम्हा तिरे वस्ल का मयस्सर हो
और उस विसाल के लम्हे को दाइमी किया जाए

haar diyaa hai ujlat mein
khud ko kis aasaani se
main apne baap ke siine se phuul chuntaa huun
so jab bhi saans thami baagh mein Tahal aayaa
dikhaai dene lagi thi khushbu
main phuul aankhon pe mal rahaa thaa
vo peD jis ki chhaanv mein kaTi thi umr gaanv mein
main chuum chuum thak gayaa magar ye dil bharaa nahin
subh savere nange paanv ghaas pe chalnaa aisaa hai
jaise baap kaa pahlaa bosa qurbat jaise maaon ki
kachchi qabron par saji khushbu ki bikhri laash par
khaamushi ne ik nae andaaz mein taqrir ki