SHAWORDS

vo zakhm chun ke mire khaar mujh mein chhoD gayaa — Ishrat Afreen

HomeIshrat AfreenShayari
vo zakhm chun ke mire khaar mujh mein chhoD gayaa
ki us ko shauq thaa be-intihaa gulaabon kaa
Urdu

وہ زخم چن کے مرے خار مجھ میں چھوڑ گیا
کہ اس کو شوق تھا بے انتہا گلابوں کا

Hindi

वो ज़ख़्म चुन के मिरे ख़ार मुझ में छोड़ गया
कि उस को शौक़ था बे-इंतिहा गुलाबों का

Ishrat Afreen
Ishrat Afreen
Ishrat Afreen
poet88 quotes