kuchh aisaa ho ki tasviron mein jal jaae tasavvur bhi — Sardar Saleem
kuchh aisaa ho ki tasviron mein jal jaae tasavvur bhi
mohabbat yaad aaegi to shikve yaad aaeinge
Urdu
کچھ ایسا ہو کہ تصویروں میں جل جائے تصور بھی
محبت یاد آئے گی تو شکوے یاد آئیں گے
Hindi
कुछ ऐसा हो कि तस्वीरों में जल जाए तसव्वुर भी
मोहब्बत याद आएगी तो शिकवे याद आएँगे

Sardar Saleem
Sardar Saleem
poet8 quotes