SHAWORDS

main tohfa le ke aayaa huun tamannaaon ke phulon kaa — Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

main tohfa le ke aayaa huun tamannaaon ke phulon kaa
luTaane ko bahaar-e-zindagaani le ke aayaa huun
Urdu

میں تحفہ لے کے آیا ہوں تمناؤں کے پھولوں کا
لٹانے کو بہار زندگانی لے کے آیا ہوں

Hindi

मैं तोहफ़ा ले के आया हूँ तमन्नाओं के फूलों का
लुटाने को बहार-ए-ज़िंदगानी ले के आया हूँ

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
poet23 quotes