ab maangne pe chhaaon bhi dete nahin mujhe — Zahid Azeem Zahid
ab maangne pe chhaaon bhi dete nahin mujhe
paude jo apne khuun se main sinchtaa rahaa
Urdu
اب مانگنے پہ چھاؤں بھی دیتے نہیں مجھے
پودے جو اپنے خون سے میں سینچتا رہا
Hindi
अब माँगने पे छाओं भी देते नहीं मुझे
पौदे जो अपने ख़ून से मैं सींचता रहा

Zahid Azeem Zahid
Zahid Azeem Zahid
poet6 quotes